Kalimah at Tawheed ل إ ل ه إ ل هللا م م د ر س ول هللا Page 1

आकार: px
पृष्ठ पर प्रदर्शन शुरू करें:

Download "Kalimah at Tawheed ل إ ل ه إ ل هللا م م د ر س ول هللا Page 1"

प्रतिलिपि

1 Page 1

2 Kalimah At-Tawheed Laa Ilaaha Ill-Allaah Page 2

3 للا " - At-Tawheed Kalimah ب سم الل اال ال ال ال ر ح ن ال رحيم Irshaad Baari Ta ala Hai ۥ ل إل إل ٱ لل ( ]محمد: 19[ ) فٱع لم أن Nabi Rahmat - ﷺ Farmaate Hai - Kalimah Tawheed ل إل إل ٱ لل Ka Mayne, Mafhoom, Arkaan, Aur Shuroot ل إل إل ٱ لل Ka Kya Mayne Hai, Kya Sahi Mafhoom Hai, ل إل إل ٱ لل Ki Kya Shuroot Hai, Kya Arkaan Hai, Ye Arkaan Aur Shuroot Kahan Se Aaye, Unke Kya Dalaayel Hai Sahi Mayne Kya Hai ل إل إل ٱ لل Ka List 1. Kalimah Tawheed Ka Mayne Aur Tarjuma 2. Kalimah Tawheed Ke Arkan 3. Kalimah Tawheed Ki Shartein 4. Kya Kalimah Tawheed Ko Sirf Zaban Se Jaanna Kaafi Hai? 5. Kalimah Tawheed Ke Mutalliq Baaz Ghalat Fehmiya Aur Shubhaat Ka Izalah. Kalimah Tawheed Kya Hai? Me. ل إل إل ٱ لل. Hai -Me Kitne Lafz Hai? 4 Chaar Lafz ل إل إل ٱلل " المعبد بحق االللا " Hai Kalimah Tawheed Ka Mayne Jo Sahi Mayne Hai Wo Ye إل إل ٱلل ل معبد بحق Ilaah Ke Mayne Kya Hai Kalimah Tawheed Ka Tarjuma Kya Hai? معبد بحق Page 3

4 . Nahi Yaani Allah Ta ala Ke Siwa Koi Sacha Ya Barhaq Mabood المعبد بحق االللا Kalimah Tawheed Ke Mayne Tarjuma Jo Hai, Allah Ta ala Ke Siwa Koi Sacha Barhaq Mabood Nahi Iska Matlab Ye Hua Ke Kalimah Tawheed Me Jo Mayne Hame Jaanna Hai Wo Ilah Ka Mayne Hai. Ilaah Ke Kya Mayne Hai? -Agar Hum Is Do Lafz Ko Dekhte Hai معبد بحق To Ilaah Ka Mayne Mabood Hai Mabood Ka Kya Mayne Hai, Ye Lafz Kahan Se Aya? Iski Kya Daleel Hai? معبد بحق إن أن ل ع بد ا ت إل ٱ لل اف أخ لي ك م ع ذاب أل م ٢٦ ي م ع ]د: 26[ (Ke Allah Ke Siwa Kisi Ki Ibadat Na Karo Mujhe Tumhaari Nisbat Azaab E Aleem Ka Khauf Hai ) To Isme Dekhe ( ال ال اال للا ) Ilaah Ki Jagah ( ع بد ا ) To Yahan Se Pata Chalta Hai Ke Ilaah Ka ت Mayne Jo Hai Wo Mabood Hai. Phir Barhaq Ye Barhaq Ka Lafz Kahan Se Aaya Kalimah Tawheed Ke Ander To Nahi Hai ( ال ال اال للا ) Me Barhaq Ka Lafz Nahi Hai Ye Kahan Se Aaya? Iski Daleel Bhi Hai Ta leel Bhi -Daleel Jo Hai Allah Ta ala Ka Farman Hai لك ذ ن بأ أن ٱلل ٱل ق ما د عن ي ب طل من دنۦ ٱل أن ٦٢ بي ٱلل ٱل ع ل ٱل ك ]الحج: 62[ (Ye Isliye Ke Allah Ta ala Hi Barhaq Hai Aur Jis Cheez Ko Kaafir Allah Ta ala Ke Siwa Pukaarte Hai Jis Cheez Ko Ye Mushrik Allah Ta ala Ke Siwa Pukaarte Hai Wo Baatil Hai Aur Isliye Ke Allah Ta ala Aliyyul Kabeer Hai ) ال ال اال للا ( Se Jab Hum Kalimah Tawheed Ka Airaab Karte Hai Arabic Grammar Ke Etebaar )To Ki Khabar Jo Hai ال? Hai Kahan Par ال Hai, To Khabar ال ) Jo Hai Wo Ism ال) Hai (ال النافية للجنس) Wo Mehzoof Hai Aur Ye Jo Mehzoof Khabar Hai Isey Kehte Hai Barhaq. To Arabic Grammar Ke Etebaar Se Bhi Barhaq Ka Lafz Maujood Hai Aur Quran Majeed Ki Aayat Me Wazeh Daleel Hai Ke Allah Ta ala Wahid Barhaq Hai. Kalimah Tawheed Ke Arkaan Do Hai 1. Pehla Rukn Hai نفى Aur نفى Ke Mayne Hai Inkaar Karna. 2. Aur Doosra Rukn Hai اثبات Jisey Hum Iqraar Kehte Hai Yaani Iqraar Karna. Page 4

5 Pehla Hissa Hai نفى Ka, Pehla Rukn نفى Ka Hai, Inkaar Karna. Hame Kis Cheez Ka Inkaar Karna Hai? Har Mabood Ki Ibaadat Ka Inkaar Karna Hai Jo نفى Hai, نفى Me Har Mabood Ki Ibaadat Ka Inkar Karna Hai Chahe Wo Mabood, Buth Ho Ya Pathar Ho Ya Darakht Ho Ya Suraj Aur Chand Ho Ya Farishte, Ambiya, Auliya Ho Algharz Koi Bhi Maabood Ho Hame Iska Inkar Karna Hai. Doosra Rukn Hai Asbaath Jisey Hum Iqraar Kehte Hai Aur Uske Mayne Hai Ke Saari Ki Saari Ibaadat Sirf Aur Sirf Allah Ke Liye Saabith Karna, Chahe Ye Ibaadat -Namaz Ho, Zakat Ho, Hajj Ho, Dua Ho, Madad Ho, Nazr O Niyaaz Ho, Qurbaani Ho, Darr Ho, Ummeed Ho, Tawakkal Ho, Algharz Ye Saari Ki Saari Ibaadaat Hai Aur In Sabka Haq Allah Ta ala Ko Hai. Ye Humne Kahan Se Liya Kalimah Tawheed Ke Do Arkan Hai? Me Nafi Hai Ye Pehla Hissa ل إل Hai, إل للا Doosra Hissa Hai Asbaath Hai. Har Baatil Ka Inkaar Karna Hai, Ab Kya Saboot Hai Ke Buthon Ko, Darakhton Ko, Aur Patharon Ko Maabood Banaya Gaya Iska Koi Saboot Bhi Hai? 1. Ji Haan! Allah Ta ala Farmaate Hai م أفرءي ت ٱلل ت رى ٱل خ ٢٠ ة ٱثل اثل من ة عز ى ١٩ ٱل ]النجم: 20-19[ Bhala Tum Logon Ne Laat Aur Uzza Ko Dekha Aur Teesre Manaat Ko, Kya Unpar Ghaur O Fikr Note Kiya Tum Logon Ne? Laat : Safed Rang Ka Ek Pathar Tha Jo Ahle Taaif Ka Maabood Tha Uzza : Makkah Aur Taaif Ke Darmiyan Ek Darakht Tha. Manaat : Mushrikeen Ki Ek Pathar Ki Devi Thi 2. Suraj Aur Chand Ko Ma abood Banaya Gaya Allah Ta ala Farmaate Hai - ل ل من ل ءاي ت ٱل قم ر ٱل شمس ٱل ار ٱنل نتم إن ك لقن ٱل ي خ لل شم ت س ج د ا ٣٧ ت ع بد ن إي ا س ]فصلت: 37[ ر لل قم دجسٱ لل Aur Raat Aur Din Aur Suraj Aur Chand Uski Nishaaniyon Me Se Hai Tum Log Na To Suraj Ko Sajdah Karo Aur Na Chand Ko Balke Alllah Ta ala Ko Sajdah Karo Jisne Un Cheezon Ko Paida Kiya Hai, Agar Tumko Uski Ibaadat Manzoor Hai. 3. Farishton Ko Aur Ambiya عليم السالم Ko Maabood Banaya Gaya Iski Kya Daleel Hai? Page 5

6 Jawab Ji Haan! Iski Daleel, Allah Ta Ala Farmaate Hai - إذ أ مركم أن ي تخذا ت ل ٱل م ة ئك ن مس لم ٱنل بين لآ] ا اب أر ب عمران: 80[ رك م أ م أي بٱ ل ك فر ع د م ب أنت ٨٠ Aur Allah Ta ala Tumhe Iska Hukm Nahi Deta Ke Tum Farishton Ko Aur Ambiya Ko Arbaab Banao Apne Rabb Ke Saath, Kya Allah Ta ala Tumhe Kufr Ka Hukm Deta Hai, Iske Baad Ke Tum Musalman Bangaye Ho. ل 4. Kya Auliya Ko Bhi Maabood Banaya Gaya? Jawab -Ji Haan! Allah Ta ala Farmaate Hai رب أق ا ٥٧ ل ئك أ إل ر ب تغن ي ٱلين ي د عن ذاب ۥ إن ع ذاب ع ب ب ر ة م ٱل سيل ك ك ن م أي ر م ذ ير جن ]اإلسراء: 57[ ۥ يخ افن ح ت ر Ye Log Jinko Allah Ta ala Ke Siwa Pukaarte Hai Wo Khud Apne Parwardigaar Ke Haan Zariya (Taqarrub) Talaash Karte Rahte Hai Ke Unko Unme Allah Ta ala Ka Zyaada Muqarrab Hona Hai Aur Uski Rehmat Ke Ummeedwaar Rehte Hai Aur Uske Azaab Se Khauf Rakhte Hai, Beshak Tumhaare Parwardigaar Ka Azaab Darne Ki Cheez Hai.. 1. Namaz Aur Zakat Ibadat Hai Iski Daleel Allah Ta ala Farmate Hai ل ٱل ي ن ٥ ي دين ٱل ق مة ما مر ا أ إل ل ع ب د ا ٱلل م لص ي ء ا ف حن يقيما ]البينة: 5[ ٱل صل ة يؤ تا ة ٱل زك ذ لك Aur Unko Hukm To Yehi Hua Tha Ke Ikhlaas Ke Saath Allah Ta ala Ki Ibadat Kare Aur Yaksoo Hokar Namaz Padhe Aur Zakat De Aur Yehi Sacha Deen Hai 2. Hajj Ibadat Hai Iski Daleel Allah Ta ala Farmaate Hai ن غ ن كف ر فإ ن ٱلل م س بيل ٱنل اس حج ٱل ي ت من ٱست ط اع إل ن ي ع لل ع ٱل ع لمي ٩٧ ]آل عمران: 97[ Aur Logon Par Allah Ta ala Ka Haq Yaani Farz Hai Ke Jo Is Ke Ghar Tak Jaane Ka Maqdoor Rakhte Hai Wo Iska Hajj Kare Aur Jo Is Hukm Ki Taameel Na Karega To Allah Ta ala Bhi Ahle Aalim Se Beniyaz Hai. Allah Ta ala Sabse Sabse Ghani Hai Be Niyaz Hai Ye To Humne Jaanliya Ke Namaz, Zakat, Hajj, Roza Ye Sab Ibadat Hai. Kya Dua Bhi Ibadat Hai?- Jawab - Ji Haan Dua Bhi Ibadat Hai Allah Ta ala Farmaate Hai Ke - Page 6

7 م د عن ربك ٱ جب أس ت إن ٱل ين ي ست ك ب لكم اخرين د ٦٠ ]غافر: ن ن ع اد ت عب س يد خلن ج نم ]60 قال Aur Tumhaare Parwardigaar Ne Irshaad Farmaya Hai Ke Tum Mujhse Dua Karo Mai Tumhaari Dua Qubool Karunga Jo Log Meri Ibadat Se Azrah Takabbur Katraate Hai Hai Door Hote Hai Anqareeb Jahannum Me Zaleel Hokar Daakhil Honge. 3. Madad Talb Karna Bhi Ibadat Hai Allah Ta ala Farmaate Hai - ٥ اك ن ع بد إي إي اك س تعي ن ]الفاتحة: 5[ Aye Allah Ta ala! Hum Sirf Teri Hi Ibadat Karte Hai Aur Sirf Tujh Hi Se Madad Talb Karte Hai ) اع ذبالل من الشي طان الر ج ي م ( Hai Panah Talb Karna Ibadat Hai - Hum Kehte Allah Ta ala Se Hum Panah Talb Karte Hai Ke Hame Shaitan Mardood Ke Sharr Se Mehfooz Kare Isi Tareeqe Se Hum Padhte Hai ]الفلق: 1[ ق ١ عذ ل برب ٱل ف قل أ عذ قل أ برب ٱنل ا س ١ ]الناس: 1[ Hum Allah Ta al Ki Panah Me Aana Chate Hai, Panah Talb Karte Hai Aur Panah Ibadat Hai Aur Ye Allah Ta al Ka Haq Hai. Aur Maqlooq Se Panah Haasil Ki Jaatsakti Hai In Teen Sharton Ke Saath Ke Zinda Ho Hazir Ho Qadir Ho Aur Un Umoor Me Jin Par Wo Qaadir Ho 4. Qurbaani Bhi Ibadat Hai Iski Daleel Allah Ta ala Farmaate Hai فص ل ر لرب ك ٱن ٢ ]الكثر: 2[ Aur Apne Parwardigaar Ke Liye Namaz Padha Karo Aur Qurbaani Kiya Karo 5. Nazar O Niyaaz Ibadat Hai Allah Ta ala Farmaate Hai فن بٱ نل ذ ر ي ا يخ افن ي م ك ن ا ٧ طي مست شۥ ]اإلنسان: 7[ Ye Log Nazre Poori Karte Hai Aur Us Din Se Jis Ki Saqti Phail Rahi Hogi Khauf Rakhte Hai. To Yahan Par Saabith Hua Ke Nazar O Niyaaz Bhi Ibadat Hai, Allah Ta ala Ka Haq Hai 6. Darr Bhi Ibadat Hai, Allah Ta ala Farmaate Hai - مؤ مني ١٧٥ فل م إ نما ذ لك ن ٱل شيط ي ف أ ل ا ءۥ افم ت اف ن م إن خ كنت لآ] عمران: 175[ Ye Khauf Dilaane Waala To Shaitan Hai Jo Apne Doston Se Darata Hai Agar Tum Momin Ho To 7. Ummeed Ibadat Hai Allah Ta ala Farmaate Hai Unse Mat Darna Aur Mujhse Darte Rahna. Page 7

8 ل ن فم ك ن ر جا ء ي لقا ب ۦ ر ع مل فل ي ل ص لح ا عم ش ك ة ي بعباد ب د ا ١١٠ ر ۦ أح ]الكف: 110[ Jo Shaqs Apne Parwardigaar Se Milne Ki Ummeed Rakhe Use Chahiye Ke Nek Amal Kare Aur Apne Rab Ki Ibadat Me Kisi Ko Shareek Na Tehraaye. 8. Tawakkal Bhi Ibadat Hai Allah Ta ala Farmaate Hai مني ٢٣ مؤ ]المائدة: ]23 ٱلل ا ك م إن فت كنت ع Aur Alla Ta ala Hi Par Bharosa Rakho Basharte Ke Agar Sahebe Imaan Huo Agar Tum Waaqe Sache Kalimah Tawheed Ki Shartein Kaunsi Hai? Kalimah Tawheed Ki 8 Shartein Hai Momin Ho 1. Ilm ( ل إل إل للا ) Ka Kalimah Tawheed Ke Mayne Aur Mafhoom Ka Ilm Hona Jiski Zidd Jahalat Hai 2. Yaqeen Ke Kalimah Tawheed ( ل إل إل للا ) Ke Mayne Aur Mafhoom Par Yaqeen Hona Jiski Zidd Shak Hai. Jo Mayne Humne Jaan Liye Hai Kalimah Tawheed Ke, To Kya Mayne Jaane Hai Humne? ( ل إل إل للا ) Ka Mayne Hai ( ال مع بد بحق اال الل " ) Allah Ta ala Ke Siwa Koi Maabood Barhaq Nahi. Ye Humne Jaan Liya, Ab Is Par Yaqeen Bhi Karna Hai Hame Koi Shak Nahi Hona Chahiye Ke Ye Mayne Bhi Hai, Koi Aur Bhi Hosakta Hai Ya Is Mayne Me Koi Aur Mayne Bhi Iske Saath Hosakta Hai Nahi! Ek Hi Mayne Hai Aur Wo Ye Hai Ke Allah Ta ala Ke Siwa Koi Barhaq Maabood Nahi ( ال مع بد بحق اال الل " ) Allah Ta ala Ke Siwa Koi Sacha Maabood Nahi. 3. Ikhlaas ( ل إل إل للا ) Ka Iqraar Ikhlaas Ke Saath Karna Jiski Zidd Shirk Hai. 4. Mohabbat ( ل إل إل للا ) Ka Iqraar Mohabbat Ke Saath Karna Jiski Zidd Bughz Hai 5. Sachai ( ل إل إل للا )Ka Iqraar Sachai Ke Saath Karna Jiski Zidd Jhoot Hai. 6. Qubool ( ل إل إل للا ) Aur Uske Taqazon Ko Qubool Karna Zaban Se Jiski Zidd Radd Hai. 7. Inqiyaad ( ل إل إل للا ) Aur Uske Taqazon Ke Saath Amal, Itteba Karna Jisko Zidd Chodhna Hai, Tark Karna. Page 8

9 8. Taghoot Ka Inkaar Karna ( ل إل إل للا ) Ke Iqraar Ke Saath Saath Baatil Maboodon Ka Mukammil Inkar Karna. Shartein To Humne Ye 8 Jaan Liye Hai, Inki Koi Daleel Bhi Hai Ya Sirf Mehaz Ulema Ke Aqwal Hai, Logon Ki Ejaad Karda Shartein Hai : 1. Pehli Shart Kalimah At Tawheed Ki Hai Ilm - Aur Ilm Yaani ( ل إل إل للا ) Ke Mayne Aur Mafhoom Ka Ilm Hona Jiski Zidd Jahalat Hai. Agar Aap Ye Mafhoom Nahi Jaante Ke Kalimah Tawheed Ke Mayne Hai Allah Ta ala Ke Siwa Koi Barhaq Koi Sacha Maabood Nahi ( Iski Tafseel Guzar Chuki) - Iski Daleel - Allah Ta ala Farmaate Hai علم ل فٱ أن ۥ إل إل ٱلل ]محمد: 19[ Aye Mere Pyaare Paighambar!ﷺ Pas Aap Jaan Le Ke Allah Ta ala Ke Siwa Koi Maabood Barhaq Nahi 2. Doosri Shart Yaqeen Yaqeen Tha Ke Jo Ilm Maine Jaanliya Hai, Kalimah Tawheed Ke Sahi Mafhoom Ko Jaan Liye Hai. Ispar Mujhe Yaqeen Hona Chahiye, Saari Duniya Ek Taraf Ho Jaaye Aur Mere Dil Se Is Yaqeen Ko Nikaalna Chahe Aur Mujhe Koi Aur Sabaq Sikhaana Chahe Kalimah Tawheed Ke Is Mafhoom Se, To Mai Sab Ka Radd Kardoon, Kyun Ke Mujhe Yaqeen Hai Ke Kalimah Tawheed Ka Ye Mayne Hai Yaqeen Ki Daleel Allah Ta ala Farmaate Hai -= ي رتابا م ل م لل ر س ل ۦ ث نا ٱل ي ن ءام بٱ إ نما ٱل م ؤ منن دقن م ٱلص ١٥ ل ئك س بيل ٱلل أ ج د ا ]الحجرات: 15[ لم بأم سم نف ف أ Sache Momino Ki Nishaani Allah Ta ala Bayan Farma Rahe Hai Ke Momin To Wo Hai Jo Allah Ta ala Aur Uske Rasool Par Imaan Laaye Phir Shak Me Na Pade. 3. Yaqeen To Hai Kya Ikhlaas Bhi Hai? To Isliye Teesri Shart Jo Hai Wo Ikhlaas Hai Ke ل إل إل للا Ka Iqraar Jab Hum Karte Hai Ikhlaas Ke Saath To Phir Hum Apne Dil Aur Zaban Se Dil Ke Yaqeen Ke Saath Zaban Se Iqraar Bhi Karte Hai Ke Allah Ta ala Hum Kabhi Shirk Nahi Karenge Tere Saath Kisi Ko Shareek Nahi Tehraayenge. Allah Ta ala Farmaate Hai ل ما مر ا أ إل ل ع ب د ا ٱلل م لص ي ٱل ي ن ]البينة: 5[ Unko Nahi Hukm Diya Gaya Illa Ye Ke Wo Ek Allah Ki Ibadat Kare Ikhlaas Ke Saath 4. Ikhlaas To Hai Lekin Kya Is Kalimah Se Mohabbat Bhi Hai? Yaad Rakhe Ye Tarteeb Zaroori Hai Ke Ilm Hai Yaqeen Hai Ikhlaas Hai Phir Mohabbat Bhi Hai Aur Kalimah Tawheed Se Mohabbat Bhi Page 9

10 Hai Iske Us Mafhoom Se Mohabbat Bhi Hai Aur Jo Us Mafhoom Ko Jaanne Waale Mohideen Hai Unse Mohabbat Bhi Hai. Mohabbat Ki Daleel Allah Ta ala Farmaate Hai من ٱنل ا س من ي تخذ من د ن ٱلل ا أند اد م يبن ك ح ب ٱلل ٱل ين ن ا أش د ءام ]البقرة: 165[ Aur Baaz Log Aise Hai Jo Ghair Allah Ko Shareek Banate Hai Aur Unse Allah Ta ala Ki Si ب ا لل ح Mohabbat Karte Hai (Jaise Allah Se Mohabbat Karte Hai Waisi Unse Bhi Mohabbat Karte Hai ) Lekin Jo Imaan Waale Hai Jo Mohideen Hai Sache Momin Hai Wo To Allah Ta ala Hi Ke Sabse Zyaada Dost Hai Aur Sabse Zyaada Mohabbat Karne Waale Hai. 5. Sachai Paanchwi Shart Hai Kalimah Tawheed Ki Ke ( ل إل إل للا ) Ka Iqraar Sachai Ke Saath Karna Jiski Zidd Jhoot Hai Iski Daleel Allah Ta ala Farmaate Hai ٨ من م ل ءام نا بٱ لل بٱل ٱ ألخر ٱنل ا س من يق ا م م ؤ مني بم ]البقرة: 8[ Baaz Aise Log Hai Jo Kehte Hai Ke Hum Allah Ta ala Par Aur Aakhirat Par Imaan Rakhte Hai Halaanke Wo Momin Hi Nahi Hai 6. Sixth Number Par Jo Sixth Shart Hai Tawheed Ki Qubool Ke Zaban Se Qubool Karna Iqraar Karna.Allah Ta ala Farmaate Hai ل م قيل ل م إ ن إذا ك ن ا إل إل ك ب ٱلل س ت ٣٥ ي ن ]الصافات: 35[ Unka Ye Haal Tha Ke Baaz Aise Log Aaye Hai (Duniya Me Abhi Bhi Maujood Hai ) Ke Jab Unse Kaha Jaata Tha Ke Allah Ta ala Ke Siwa Koi Mabood Nahi To Wo Ghuroor Karte The 7. Al Inqiyaad Ke Jab Zaban Se Qubool Kiya Lekin Ispar Amal Nahi To Phir Us Zaban Se Qubool ل إل إل للا ( Hai Karne Ka Fayda Hai Kya! To Isliye Saatwi Shart Amali Itteba Karna Jiski Zidd Chodhna Hai Allah Ta ala Farmaate Hai إل ) Aur Uske Taqazon Ke Saath ن إل م س لم ي ج ٱلل ۥ ست م س ك ق م سن ف د ٱ ر ٢٢ ]لقمان: 22[ ٱل م ة بٱ ل عر ٱل ثق ى ٱلل قبة ع Aur Jo Shaqs Khud Ko Allah Ta al Ka Farma Bardaar Karde Aur Nekukaar Bhi Aur Muttaqiui Wo Parhezgaar Bhi Ho Mohsin Bhi Ho To Usne Mazboot Dastawez Haath Me Leli Aur Sab Kaamo Ka سن ( م Anjaam Har Cheez Ka Allah Ta ala Hi Ki Taraf Hai.- ۥ إل ٱلل ج س لم ن ي ) Ise Kehte Hai Inqiyad Ke Apne Aapko Allah Ta ala Ke م Hawale Karna Aur Amal Karna Tawheed Ke Taqazon Par. Page 10

11 8. 8 th Shart Hai Taghoot Ka Inkaar Karna ( ل إل إل للا ) Ke Iqraar Ke Saath Saath Baatil Maboodon Ka Inkar Karna Bhi Laazim Hai, Allah Ta ala Farmaate Hai - ٱلل ل ٱنفص ام لا ة ٱل ثق د ٱست م س ك بٱل عر ي ؤمن بٱلل فق ت ٱلط غ ن ي كف ر ب فم ليم ٢٥٦ ]البقرة: 256[ س ميع ع ( To Jo Shaqs Buthon Se Eteqaad Na Rakhe Aur Allah Par Imaan Laaye Usne Aisi Mazboot Rassi Haath Me Pakadli Hai Jo Kabhi Tootne Waali Nahi Aur Allah( Sab Kuch) Sunta Aur Jaanta Hai ) Note - In Sharto Se Maloom Hua Ke Kalimah Tawheed Sirf Zaban Se Iqraar Karne Ka Ka Naam Nahi Hai Balke Zabani Iqraar Ke Saath Saath Dili Ilm, Yaqeen, Ikhlaas, Mohabbat, Sachai, Qubool, Inqiyaad Aur Baatil Maabood Ka Inkaar Karna Aur Amali Itteba Bhi Zaroori Hai Ayiye Dekhte Hai Ke Baaz Aise Log Duniya Me Aaye Hai Jinhone Kalimah Tawheed Ki Sharton Par Amal Nahi Kiya Wo Log Jinhone ( ل إل إل للا ) Ko Sirf : 1. Dil Se Jaana Lekin Zaban Se Aur Amal Se Inkar Kiya, Radd Kiya, Dil Se Jaan Liya Mafhoom Ko Bhi Jaan Liya Lekin Zaban Se Aur Amal Se Inkaar Kiye, Kya Dil Se Janna Kaafi Hai? Nahi! Kaafi Nahi Hai.- Iski Misaal : Abu Talib Hadith Rasool Allah ﷺ Ne Irshaad Farmaya - Sahih Muslim Ki Riwayat Me -Dozakh Waalon Me Sabse Halka Azaab Abu Taalib Ko Hoga Aur Usey Aag Ki Do Jutiyan Pehnaayi Jaayengi Jinse Uska Dimaadgh Khaul Raha Hoga. 2. Zaban Aur Amal Se To Iqraar Kiya Lekin Dil Se Inkaar Kiya Iski Misaal : Abdullah Bin Ubay Bin Salool. Allah Ta ala Farmaate Hai إن ن فقي ف ٱ ٱل م ف لر ك ٱل س م ل م ن ٱنل ار لن ت د ل ا ١٤٥ ]النساء: 145[ نص ي Beshak Munafiqeen Jo Hai Wo Jahannum Ki Sabse Nichle Darje Me Honge ( Jahannum Ki The Me Sabse Nichle Darje Me Honge )Aur Tum Unme Se Kisi Ko Madad Gaar Na Paaoege Kalimah Tawheed ( ل إل إل للا ) Allah Ta ala Ke Siwa Koi Maabood Barhaq Nahi Page 11

12 Kalimah Tawheed Ke Arkan Kitne Hai? Kalimah Tawheed Ke Baare Me Humne Ye Jaana Ke Do Arkan Hai Aur 8 Shartein Hai. Kalimah Tawheed Ke Arkaan Kaunse Do Hai? 1. Nafi Hai ( Me Ye Pehla Hissa Hai Yaani Har Baatil Maabood Ki Ibadat Ka Inkaar Karna (ل إل Aur Doosra Rukn Hai Asbaath Aur Ye Hame Milta Hai إل للا) L ) Ke Hisse Me ( ل إل إل للا ) Ko Do Hisso Me Kare Do Lafz Pehle Hisse Me, Do Lafz Baad Ke Hisse Me Pehle Hisse Me Jo Do Lafz Hai ( Har Baatil Maabood Ka Inkaar Karna Nafi Karna Aur (ل إل 2. Doosra Hissa Hai Asbaath Yaani Iqraar Karna إل للا) ) Saari Ki Saari Ibaadaat Sirf Aur Sirf Allah Keliye Saabith Karna. Kalimah Tawheed Ki Shartein 8 Hai 1. Ilm 2. Yaqeen 3. Ikhlaas 4. Mohabbat 5. Sachai 6. Qubool 7. Inqiyad 8. Taghoot Ka Inkaar Karna Kalimah Tawheed Ke Mutalliq Baaz Shubhat Ka Izala Ahle Qibla Ke Nazdeek Kalimah Go Musalman, Kalimah Padhne Waale Musalmaan Ke Nazdeek إل Ke Mayne Me Ikhtelaaf Hua Aur Paanch Hisson Me Taqseem Hogaye Ahle Qibla Aur Ilaah Ka Mayne - 1. Ek Giroh Ne Kaha ( ل إل إل للا ) Ilah Ke Mayne Hai Khaaliq, Raaziq, Tadbeer Karne Waala Ye Log - Jahmiyyah, Mu tazilah, Ashairah Maturidiyyah Aur Ye Mayne Ghalat Hai. 2. Doosra Giroh Ke Nazdeek - Waala Ke Mayne Kalimah Tawheed Me Haakim Yaani Faisla Karne إل Ye Khawarij Ka Mayne Tha -.To Ye Mayne Bhi Ghalat Hai 3. Teesra Aur Chautha Mayne Jo Hai Ilaah Ka, Maabood Aur Maujood Ye Log - Jahmi Aur Soofi Hai - Ye Bhi Ghalat Hai Page 12

13 4. Paanchwa Mayne Maabood Barhaq - Aur Ye Ahle Sunnat Waljamaat Aur Ye Sahi Mayne Hai Ilaah Ke Mayne Khaaliq, Raaziq, Tadbeer Karne Waala ( Kyun Ghalala Hai?) Iska Jawab :- 1. Is Mayne Ko Bayan Karne Keliye Allah Ta ala Ne Apni Kitabein Naazil Nahi Farmaayi Na Hi Apne Pyaare Paighamber ﷺ Ko Mab oos Farmaya 2. Ye Mayne To Tawheed E Rububiyat Ka Hai 3. Is Mayne Ka Iqraar To Mushrikeen E Arab, Abu Jahl, Abu Lahab Bhi Karte The Lekin Uske Bawajood Bhi Wo Islaam Me Daakhil Na Hue To Isse Ye Saabith Hua Ke Kalimah Tawheed Ka Mayne Allah Ta ala Ke Siwa Koi Khaaliq Raaziq, Tadbeer Karne Waala Nahi. Ye Ghalat Mayne Hai Ilaah Ke Mayne Faisla Karne Waala Ya Haakim ( Kyun Ghalat Hai?). Iska Jawab :- 1. Is Mayne Ko Bayan Karne Keliye Allah Ta ala Ne Apni Kitaabein Naazil Nahi Farmaayi Aur Na Hi Apne Pyaare Paighambar Ko ﷺ Ko Mab oos Farmaye 2. Ye Tawheed E Ruboobiyat Aur Tawheed E Uloohiyat Me Shaamil Hai 3. Ye Mayne Ahle Biddat Ka Bayan Karda Mayne Hai Ilaah Ke Mayne Maabood ( Kyun Ghalat Hai?). Iska Jawab :- 1. Allah Ta ala Ne Sache Aur Jhoote Maabood Ko Alag Karne Keliye Apni Kitaabein Nazil Farmaayi Aur Apne Paighamber Ko Mab oos Farmaya. 2. Haqeeqat Ke Khilaaf Hai Ke Allah Ta ala Ke Siwa Kisi Ki Ibaadat Nahi Ki Gayi Is Mayne Me Is Baat Ka Paigham Hai Ke Saare Maabood Sahi Hai Aur Wo Sab Allah Hai Ki Taraf Pehla Qadam Hai حدت الحلل Aur حدت الجد 3. Isse Ye Saabith Hua Ke Kalimah Tawheed Ka Mayne Allah Ta ala Ke Siwa Koi Ma abood Nahi Ghalat Hai?) Hai Ke Mayne Maujood ( Kyun Ghalat إل Iska Jawab - 1. Allah Ta ala Ne Is Mayne Ko Bayan Karne Keliye Apni Kitaaboein Nazil Nahi Farmaayi Aur Na Apne Paighambar Maboos Farmaye. Hai Ki Buniyaad حدت الحلل Aur حدت الجد Ye Kufriya Aqeedah Hai Page 13

14 Isse Ye Saabith Hua Ke Kalimah Tawheed Ka Mayne Allah Ta ala Ke Siwa Koi Maujood Nahi Ye Ghalat Mayne Hai Ye Kalimah Tawheed Ka Mayne Mafhoom Arkan Aur Shuroot Jo Bayan Kiye Aur Baaz Ghalat Fehmiyon Ka Izala Bhi Kiya Gaya, Ab Hame Mehsoos Hua Hoga Ke Hum Ek Bohut Saari Khair Se Mehroom The Ek Badi Kami Thi Hamari Zindagi Me Ke Kalimah Tawheed Ke Mayne Ko Jaanna, Samajhna Itna Asaan Hai Aur Hum Isse Door The Pata Nahi Tha (Subhanallah) To Aaj Humne Jaan Liya Kalimah Tawheed Ka Mayne Kya Hai, Sahi Mafhoom Kya Hai Arkan Shuroot Kay Hai, Arkan Aur Shuroot Ko Jaanne Ki Kya Zaroorat Hai, Kya Ahmiyat Hai, Abu Taalib Aur Abdullah Bin Abi Bin Salool Me Kya Farq Hai, Abu Jahl Ye Maanta Tha Allah Ta ala Wahid Raaziq Hai, Khailiq Hai, Malik Hai, Kyun Musalman Nahi Hua, Abu Taalib Ne Dil Se Maana Ke Allah Ta ala Wahid Barhaq Mabood Hai Lekin Zaban Se Aur Apne Amal Se Iqraar Nahi Kiya To Wo Bhi Kaafir Tehra. Abdullah Bin Ubay Bin Salool Zaban Se Bhi Iqraar Kar Chuka Amal Se Bhi Iqraar Kar Chuka Dil Se Nahi Maana Munafiqon Ka Sardar Tehra Wo Bhi Kufr Par Mara Lekin Subahanallah Dekhe Momin Ke Imaan Ka Ye Taqaza Hai Ke Kalimah Tawheed, Hum Musalman Hai, Hamare Islaam Ki Buniyaad Kalimah Tawheed Hai, Kalimah Shahadat Hai, Kalimah Tawheed Ke Talluq Se Kya Humne Jaan Liya? Kalimah Tawheed ( ل إل إل للا ) Hai, Kalimah Shahadat Hum Gawahi Dete Hai Kalimah ) ل إل إل للا ( Tawheed To Dono Me Farq Hai Na Kalimah (اش د ان ال إلا إ ال للا) Tawheed Ki اش د ان ال إلا إ ال للا ( Hai ) Ki Gawahi ل إل إل للا ( Hai ) Nahi ل إل إل للا ( Shahadat Kalimah ) Aur Shahadat Me Ye 8 Aathon Shartein Maujood Hai Shahadat Ki Buniyad Ilm Par Hoti Hai, Ilm Ki Buniyad Yaqeen Par Hoti Hai, Yaqeen Ki Buniyad Ikhlaas Par Hoti Hai, Ikhlaas Sachai Ki Buniyad Par Hota Hai Aur Isi Tareeqe Se Ikhlaas Mohabbat Ki Buniyad Par Hota Hai Aur Mohabbat Sachai Ki Buniyad Par Hoti Hai Phir Qubool Hai Inqiyad Hai,Kufr Bittaaghoot Ye Saare Ke Saare Ek Hi Lafz. Hai ) Me Maujood اش د ( Dua = Aye Allah Ta ala Jo Humne Suna Hai Padha Hai Uspar Amal Karne Ki Taufeed Ata Farma, Uski Taraf Dawat Dene Ki Taufeeq Ata Farma, Aye Allah Ta ala Hame Ilm Naafe Aur Amal E Saleh Ata Farmaa, Quran Aur Sunnat Par Chalne Ki Salaf Us Saliheen Ke Roushan Manhaj Ko Samajhne Ki Aur Uspar Amal Karne Ki Taufeeq Farmayiye,Kalimah Tawheed Par Amal Karne Ki Taufeeq Ata Farmayiye, Uski Taraf Dawat Dene Ki Taufeeq Ata Farmayiye, Uspar Sabr Karne Ki Taufeeq Ata Farmayiye -Ameen Summa Ameen. Page 14

15 Page 15

16 PART -2 Kalimah At-Tawheed ﷺ Muhammadur-Rasoolullaah محمد رسل للا Page 16

17 ء ش بي ٱنل م مد ك ن ما با د أ م ن أح ر ج الك م ل كن ٱلل رس ل خاتم ن ك ن ٱلل بك ل عليما ٤٠ ]األحزاب: 40[ Kalimah Tawheed Ka Doora Hissa ("Muhammadur-Rasoolullaah ﷺ ",Ki Tashreeh ) Is Azeem Jumle Ke Talluq Se Hum Ye Jaane Ki Koshish Karenge 1. Muhammad Rasool,ﷺ Kaun Hai? 2. Rasool Ke Kya Mayne Hai? 3. "Muhammadur-Rasoolullaah" Aur "Ash-Hadu Anna Muhammadan 'Abduhu Wa Rasooluhu" Ka Kya Mayne Hai? 4. Muhammad Rasool ﷺ Ke Kya Huqooq Hai? 5. Baaz Shubhaat Ka Izala, Baaz Ghalatiyon Ka Izaala- Muhammad Rasool ﷺ Kalimah Tawheed Ka Doosra Hissa Hai Aur Iske Baghair Kalimah Tawheed Ka Fayda Nahi. Rasoolon Par Imaan Laana Arkan Imaan Me Se 4 th Rukn Hai Arkan Imaan 6 Hai 1. Allah Par Imaan 2. Farishton Par Imaan 3. Kitaabon Par Imaan 4. Rasoolon Par Imaan 5. Aakhirat Par Imaan 6. Taqdeer Par Imaan Achi Ho Ya Buri Muhammad Rasool,ﷺ Kaun Hai? Nasab Muhammad Bin Abdullah Bin Abdul Mutallib Bin Hashim Aur Aur Hashim Qabeela Quresh Me Se Hai Aur Quresh Ka Qabeela Bin Adnan Aur Adnan Bin Ismaail A.S Ki Aulaad Me Se Hai Aur Aur Ismaael Bin Ibrahim Allah Ke Pyaare Paighambar Ka Nasab Jaata Hai Ibrahim Ki Taraf Kuniyat Abul Qaasim Hai Aap ﷺ Ke Bade Bete Ka Naam Qaasim Tha Jo Rasool ﷺ Bade Bete The. Naam Muhammad Sabse Zyaada Ta areef Kiya Gaya Maqlooqaat Me Se Ahmed Sabse Zyaada Hamd Karne Waala Page 17

18 ا] Mahi Mitaane Waala, Kufr Ko Mitaane Waala Haashir Maidan E Mehashar Me Jinke Saamne Log Khade Honge Aur Hashar Hoga Aaqib Jiske Baad Koi Nabi Aane Waala Nahi. Paidaish Makkah Mauazzama Me Hui Peer Ke Din Rabbil Awwal Ka Mahina Haathiyon Waala Saal, Taareeq Nahi Likhi Kyun Ke Taareeq Me Iqtelaaf Hai. 9, 10, 12, Wafaat Ki Taareeq Par Ittefaaq Hai 12 Rabbil Awwal Hai Lekin Shadeed Ikhtelaaf Hai Paidaish Me Ke 12 Rabbil Awwal Aap ﷺ Ki Paidaish Hui. Walidain Ka Naam Walid Ka Naam Abdullah Bin Abdul Mutallib Aur Walida Ka Naam Aamina Bint Wahab- Biwiyan Allah Ke Rasool ﷺ Ki 11 Biwiyan Thi Aulaad Bache 7 Hai Unme Se 3 Bete 4 Betiyan, Qasim, Zainab, Ruqayya, Fatima, Umm Kulsum Abdullah, Ibrahim Rishtedaar Rishtedaar 11 Chacha 6 Phuppiya, Aap ﷺ Ka Hulaya Mubarak Chehra Mubarak Gora, Pur Kashish Gol Raushan Rang Surkhi Aamez Chaudwi Ke Chand Jaisa, Chehre Ke Mutalliq Ruqsaar Halke, Peshaani Kushada Bhawein Baarik Aur Kaali Aankhein Badi Aur Ghani Daadhi Qadh Wa Qaamat Aur Jisamat Qad Khoobsurat Aur Qaamat Muatadil, Jisamat Muatadil, Badan Bhara Hua, Kaandhe Chaude, Aur Qadam Kushada Ye Yaad Rakhe Isko Jaanna Zaroori Hai Sar Gardan Aur Baal Ke Talluq Se - Sar Bada Gardan Lambi Baal Lambe Darmiyan Se Maang Aur Safed Baalon Ki Ta adad 20 Thi ب ك ٱل ي خلق ( Me Sabe Se Pehle Wahi - Ghaare Hira ) ٱق رأ بٱسم ر ب ك ٱل ي خلق ( Rakhe Sabse Pehla Deen E Islaam Ka Buniyadi Paigham Yaad ) ٱق رأ بٱسم ر Pyaare Paighambar ﷺ Ko Risaalat Mili Is Farman Se فأنذر ٢ ا ر ١ ]المدثر: 2-1[ ي أ ي دث ٱل م م ق Aye Kapda Oudhne Waale Utho Aur Logon Ko Agah Karo Wahi Ki Zindagi Do Hisson Me Taqseem 13 Saal Makki Zindagi, 10 Saal Madani Zindagi Makki Zindagi Me Ek Hi Dawat Thi Ek Hi Paigham ٥ عي ست إي اك ن د عب إي اك ن لفاتحة: 5[ Pehle 13 Saal Makki Zindagi Me Sirf Tawheed Ki Dawat Thi Page 18

19 10 Saal Allah Ke Rasool ﷺ Sirf Tawheed Ki Dawat Di Nooh علي السالم Sirf Tawheed Ki Dawat 950 Saal Di فار ا ]نح: 10[ ۥ ك ن غ ٱس تغ فرا ر بك م إن Apne Parwardigaar Se Maafi Maango Ke Wo Bada Maaf Karne Waala Hai Madani Zindagi Namaz, Roze,Zakat, Hajj, Jihad Saare Ke Saare Ahkaam Nazil Hue Kya Nabi Aur Rasool Me Farq Hai? ل ما ا من أر س ل ن ب لك نب رس ل من ق ]الحج: 52[ Aur Humne Nahi Bheja Aye Pyaare Paighamber ﷺ Koi Rasool Aur Na Nabi Rasool Ke Kya Mayne Hai? - Lafzi Mayne Paigham Pohunchane Waala Aur Shar ee Mayne Allah Ta ala Ka Paigham Yaani Wahi Ko Pohunchaane Waala, Wahi Nazil Hoti Hai Us Wahi Ko Aage Pohunchata Hai Wo Rasool Hai Sabse Pehle Rasool Nooh علي السالم Hai Sabse Pehle Shirk Ka Aghaaz Hua Nooh علي السالم Ki Qaum Me Muhammadur-Rasoolullaah Khabar Hai Ke Muhammad ﷺ Allah Ta ala Ke Rasool Hai Aur Is Khabar Ki Tasdeeq Karna Farz Hai. Kyun Ke Khabar Dene Waala Allah Ta ala Hai Aur Allah Ta ala Ki Khabar Ki Takzeeb - Kufr Hai. "Ash-Hadu Anna Muhammadan 'Abduhu Wa Rasooluhu" Ka Kya Mayne Hai Ash-Hadu - Gawahi Hai Ke Muhammad Allah Ta ala Ke Bande Aur Rasool Hai Aur Gawahi Keliye Ilm Aur Yaqeen Ka Hona Farz Hai Allah Ta ala Farmaate Hai إل من ش د بٱل ق م ع لمن ي ]الزخرف: 86[ Ilm Yaqeeni Ka Hona Zaroori Hai Jo Ilm Wo Yaqeen Ke Saath Haq Ki Gawahi De Anna Iss Gawahi Ki Mazeed Ta keed Hai Ke Shak Ki Koi Gunjaish Nahi Shak Kufr Hai Abduhu Allah Ki Bandagi Karne Waale Sabse Afzal Bande Aur Abd Kabhi Maabood Nahi Hosakta. Ghuluv Ki Koi Ginjaish Nahi Ghuluv Kufr Hai. Rasooluhu Allah Ta ala Ke Paighaam Ko Pohunchaane Waale, Sabse Afzal Rasool Aur Rasool Kabhi Jhoota Nahi Hosakta Takzeeb Ki Koi Gunjaish Nahi Takzeeb Kufr Hai Muhammad Rasool ﷺ Ke Kya Huqooq Hai? 1. Sabse Pehla Haq - Durood Ka Daleel Page 19

20 ع إن ٱلل مل ۥ ئكت ي ص لن ا ٱنل ب ي أ ٱل ين ي نا ءام علي ص لا ا م س ل ]األحزاب: 56[ Beshak Allah Ta ala Aur Farishte Aap ( ﷺ ) Par Durood Bhejte Hai Aye Imaan Waalo Tum Bhi ا ٥٦ ت سليم Allah Ke Ke Paighambar Hadith Allah Ke Pyaare Paighambar ﷺ Farmaate Hai Par Durood Bhejo Us Shaqs Ki Naak Khaak Aaluda Ho Jaaye Jiske Paas Mera Zikr Hua Aur Usne Mujh Par Durood Na Bheja 2. Doosra Haq -Allah Ke Pyaare Paighambar ﷺ Ki Tauqeer, Ehteraam Aur Ta zeem Farz Hai ٱلل إن ٱلل س ميع عليم ١ را ل ت ل ۥ بٱل ق ل كج ر ٢ ا ي يأ ا ي يأ ٱ تقا س ل ۦ ت ٱنل ب ل ٱلل ر د بي قد ا ل ت م نا ي ي ٱل ين ءام فق ص تك م أص ل ت ر فع ا نا ٱل ين ءام م نت أ م لك م أع ط ل عض أن ت ب ب ع ض ك م ش عرن ت ]الحجرات: 2[ Aye Logo Jo Imaan Laaye Ho Na Tum Aage Badho Allah Ke Aur Uske Rasool Ke Aur Daro Allah Se Beshak Allah Ta ala Sunne Waala Hai Aur Jaanne Waala Hai Aye Logo Jo Imaan Laaye Ho Na Buland Karo Apni Awazon Ko Nabi ﷺ Ke Awaz Par Aur Na Buland Karo Iske Liye Baat Ko Maanind Buland Karne Ke Tumme Se Baaz Ke Baaz Keliye Zaya Hojaaye Aamaal Tumhaare Aur 3. Teesra Haq -Mohabbat Ka Allah Ke Pyaare Paighamber ﷺ Farmaate Hai - Tum Na Shaoor Rakhte Tum Me Se Koi Shaqs Us Waqt Tak Momin Nahi Hosakta Jab Tak Mai Uski Aulaad, Uske 4. Chautha Haq Itteba Ka Daleel Walidain Se Zyaada Mehboob Na Ho Jaaon ١٣٢ أطيعا ٱلل ٱل رس ل لك م لع ر ح ن ت لآ] عمران: 132[ Aur Allah Ki Farma Bardaari Karo Aur Rasool Ki Farma Bardaari Karo Taake Tum Par Raham Kiya Allah Ke Pyaare Paighambar ﷺ Farmate Hai Jaaye Page 20

21 Meri Saari Ki Saari Ummat Jannat Me Daakhil Hogi Siwai Unlogon Ke Jo Jannat Me Jaane Se Inkaar Karte Hai Sahaba Karaam Ne Arz Kiya Aye Allah Ke Rasool ﷺ Kaun Hai Jo Jannat Me Jaane Se Inkaar Karega Aap ﷺ Farmaate Hai Jisne Meri Farma Bardaari Meri Itteba Ki Jannat Me Daakhil Hua Jisne Na Farmaani Ki Usne Inkaar Kiya Jannat Me Jaane Se 5. Paanchwa Haq Jo Sabse Aham Hai Risaalat Par Imaan Laana Chautha Rukn Me Se Hai Risalat Par Imaan Allah Ke Rasool ﷺ Ka Sabse Azeem Haqq Hai -Agar Imaan Nahi To Kuch Bhi Nahi Risalat Par Imaan - Allah Ta ala Farmaate Hai بٱلل ر س ل ۦ ا ي أ ٱل ين ي ا ا ءامن ءامن ]النساء: 136[ Aye Imaan Waalo Allah Ta ala Par Aur Allah Ke Rasool Par Imaan Le Aao Important Point - Yaad Rakhiye Durood Sirf Wohi Padhega Jo Ta zeem Karta Hai Aur Ta zeem Wohi Karega Jo Mohabbat Karta Hai, Mohabbat Wohi Karta Hai Jo Itteba Karta Hai Aur Itteba Wohi Karta Hai Jo Imaan Laate Hai Is Tarteeb Ko Yaad Karenge To Huqooq Paanch Yaad Aajayenge. Aap ﷺ Allah Ke Rasool Hai Ye Lafz Humse Kya Taqaza Karte Hai Iska Mayne Kya Hai? -Ye 4 Cheezein Yaad Kar Lijiye 1. Khabar Ki Tasdeeq Jo Bhi Aap ﷺ Farmaate Hai Uski Tasdeeq Karna Farz Hai Ye Quran Majeed Allah Ka Farman Hai. Kisse Hame Mila? Pyaare Paighambar ﷺ Se. Hadeeth Jo Aap ﷺ Ka Farman Hai Tasdeeq Karna Farz Hai إنما إ لعمال بلنيات Aamal Ka Daromadaar Niyyaton Par Hai Kyun Ke Aap ﷺ Ka Farman Hai Saari Ki Saari Ummat Jannat Me Dakhil Hogi Siwai Unke Jo Inkaar Karte Hai Aur Inkar Wo Karte Hai Jo Na Farmaan Hai, Jo Bhi Aap ﷺ Ki Itteba Nahi Karta Jannat Me Dakhil Nahi Hoga Khabar Ki Tasdeeq Karna Farz Hai, Jo Kuch Bhi Aap ﷺ Ka Farman Hai. Iski Daleel Me Allah Ta ala Farmaate Hai ق م نح ل ما ذبا ك ٱلر س ل م أغ رق ن جعل ن م لل نا س ة ا أ ءاي د ن ع ت لمي للظ ا اب عذ ]الفرقان: 37[ Jab Qaum Nooh Ne Rasoolon Ko Jhutlaya Unko Humne Gharq Kardiya Aur Unko Logon Keliye أل ما ٣٧ Nishaani Chodhdiya Aur Zaalimo Keliye Dardnaak Azaab Tayyar Kar Rakha Hai Wo Bhi Zaalim The Har Zamane Me Zaalim Aate Rahenge Jo Aisa Zulm Karenge Yehi Saza Unkeliye Bhi Hai 2. Risalat Par Imaan Ka Doosra Tareeqa Hukm Ki Ta meel Karna Jo Bhi Hame Hukm Mila Hai Tasdeeq Karna, Jo Bhi Hukm Diya Gaya Hai Us Hukm Ki Ta meel Karna Allah Ke Pyaare Paighamber ﷺ Ne Kayi Hukm Diye. Page 21

22 ]الحشر: 7[ ما ءاتى ك م ٱل رس ل ف خ ذ Jo Kuch Tumhe Rasool De Usey Fauran Lelo 3. Nahi Se Rukh Jaana Jis Cheez Se Mana Kiya Gaya Usse Fauran Rukh Jaana - Iski Daleel ا م ا ا ٱنت ٱ تق ٱلل ن ى ك م عن ف إن ٱلل ٱل عقا ب ش ديد ]الحشر: 7[ Aur Jis Cheez Se Aap ﷺ Rok De Fauran Usse Rukh Jaao Aur Allah Ta ala Se Darte Raho Beshak Allah Ta ala Shadeedul Iqaab Hai Saqt Saza Dene Waala Hai 4. Ibadat Allah Ke Pyaare Paighambar ﷺ Ke Tareeqe Par Karna ١٣٢ أطيعا ٱلل ٱل رس ل لك م لع ر ح ن ت لآ] عمران: 132[ Ye 10 Cheezein Hai, Ek Huqooq Hai Baaqi 9 Cheezein Hame Yaad Karni Hai Ibadat Kaise Ki Jaati Hai? Ibadat Ki Do Shartein Hai Uske Baghair Allah Ke Yahan Qaabile Qubool Nahi Hogi 1. Ikhlaas Daleel Allah Ta ala Farmaate Hai - 2. Itteba Iski Daleel مر ا إل ل ع بد ا ا أ م ٱلل م لص ي ل ٱل ي ن ]البينة: 5[ Unhe Hukm Diya Gaya Illa Ye Ke Wo Ek Allah Ki Ibadat Kare Ikhlaas Ke Saath Allah Ta ala Farmaate Hai ١٣٢ أطيعا ٱلل ٱل رس ل لك م لع ر ح ن ت لآ] عمران: 132[ Ye Ibadat Ki Do Shartein Hai. Nabi Kareem ﷺ Ke Tareeqe Par Itteba Kaise Ki Jaati Hai? Bukhaari Ki Riwayat Hai Aap ﷺ Farmaate Hai من أ حدث في أ مرنا ذإ ما ليس من ف رد Jisne Hamare Deen Me Hamare Is Amr Me Nayi Cheez Ejaad Ki Hai Jo Isme Nahi Hai Wo Mardood Hai, Na Qaabile Qubool Hai Doosri Daleel Allah Ke Pyaare Paighambar ﷺ Farmaate Hai من عمل عمال ليس علي أ مرنا ف رد Jisne Koi Aisa Amal Kiya Jisme Hamara Amr Na Ho, Amal Na Ho Wo Shaqs Mardood Hai, Uska Ab Aap ﷺ Ki Itteba 6 Tareeqon Se Hoti Hai Amal Bhi Mardood Hai Sahi Muslim Ki Riwayat Hai 1. Jins Ko Jaanna Ibaadaat Kitni Hai, Hum Jaante Hai Namaz, Roza, Zakat, Hajj, Umrah, Dua, Pukaar, Qurbaani, Nazr O Niyaz Ye Saari Ibaadaat Hai. Kyun? Kyun Ke Iski Daleel Maujood Hai Page 22

23 Jisne Daleel Ke Alawa Apni Taraf Se Koi Ibadat Ejaad Karne Ki Koshish Ki To Usne Biddat Ki, Usne Allah Ke Pyaare Paighambar ﷺ Ki Itteba Nahi Ki Aur Ye Hadeeth من أ حدث في أمرنا ذإ Koi Nayi Cheez Ejaad Karne Ki Gunjaish Hi Nahi Hai 2. Qism Jins To Ejaad Nahi Karte Jitni Hai Utni Maujood Hai Lekin Qism Namaz Ek Ibadat Hai Kitni Qisme Hai - Sunnat, Nafil Farz Hai, Phir Mazeed Tafseel Hai Do Rakaat Wazu Ke Padhte Hai, Tahiyyatul Masjid Ke Do Rakaat, Tawaf Ke Baad Namaz Ki Qisme Hai. Ijma Aur Tafseel Se Koi Nayi Qism Ejaad Karne Ki Gunjaish Nahi Hai. 3. Miqdaar Har Ibadat Me Qaid Lagadi Gayi Fajr Ki Do Rakaat Hai Jo Teen Rakaat Padhna Chahta Hai Kya Uski Namaz Qubool Hogi? Nahi Mardood Hai 4. Tareeqa Namaz Ka Tareeqa Dekhe, Pehle Ruku Hai Ya Sajdah Hai? Pehle Qiyam Phir Ruku Phir Sajdah Hai, Sajdah Se Pehle Ruku Karna Hota Hai Agar Koi Kehta Hai Mai Namaz Sajdah Se Shuru Karna Chahta Hu, Sajdah Allah Ko Bohut Pasand Hai Kya Uski Namaz Hogi? 5. Waqt Do Waqt Hai. Ek Aam Aur Ek Khaas. Jisko Ibadat Se Jodh Diya Gaya. Aam Ki Misaal Hai Durood Padhna. Jisne Bhi Aap ﷺ Par Durood Padha Uspar Allah Ta ala Das Rahmatein Nazil Farmaate Hai, Koi Khaas Waqt Ki Qaid Hai? Aam Hai Mutlaq Hai Jab Bhi Koi Durood Padhe. 6. Jagah Ko Khaas Karna Jagah Ke Tareeqe Se Itteba Karna Baaz Jagah Ko Ibadat Se Jodh Diya Gaya Hai, Qaid Laga Di Gayi Hai, Aur Baaz Ko Aam Kardiya Gaya. Namaz Kahin Bhi Padhe Koi Khaas Jagah Hai? Mutayyan Namaz Keliye Allah Ke Pyaare Paighambar ﷺ Ne Farmaate Hai Mere Liye Saari Ki Saari Zameen Paak Kardi Gayi Hai. Musalman Jahan Par Bhi Paak Jagah Milti Hai Namaz Padhta Hai. Baaz Shubhaat Ka Izaala Aur Ye Sab Se Ahem Baat Hai 1. Kya Nabi Kareem.ﷺ Faut Ho Chuke Hai? Jawab Ji Haan, Daleel Kya Hai? ٣٠ ن ت م مي ت إ ن إن ك مي ]الزمر: 30[ Aye Mere Pyaare Paighambar ﷺ Aap Bhi Marjaayenge Aur Ye Log Bhi Marne Waale Hai Jo Is Duniya ]الرحمن: 27-26[ Me Maqlooq Aayi Hai Wo Fana Hoke Rahegi ا فان ٢٦ ي من ع لي ج رب ب ق ٱل ل ك ذ ل ٱل كرا م ٢٧ 2. Kya Nabi Kareem ﷺ Kaynaat Ki Taqleeq Ka Sabab Hai? Allah Ta ala Ne Is Kaynaat Ko Kyun Paida Kiya? Sabab Hai Ke Nahi? Is Kaynaat Ka Sabab Kaun Hai? Kya Aap ﷺ Sabab Hai? Jawab Nahi Hai Allah Ta ala Ne Zameen O Asmaan Ko Kis Liye Paida Kiya? Is Kaynaat Ko Kyun Paida Kiya? Hame Kyun Paida Kiya? Jinn Wa Ins Ko Kyun Paida Kiya? Allah Ta ala Farmaate Hai - ك Page 23

24 ا م لق ت خ ٱل ن ٱل نس ل ٥٦ ]الذاريات: 56[ ع بد ن إل ﷺ Tawheed Ibaadat Ki Daleel Hai, Jo Log Ye Samajhte Hai Ke Allah Ne Kaynat Ki Taqleeq Sirf Aap Ke Liye Ki Hai, Bohut Bada Apne Nafs Par Zulm Kar Rahe Hai Quran Ki Ayat Bilkul Waazeh Hai. 3. Teesri Ghalat Fehmi Kya Nabi Kareem ﷺ Noor Hai? Jawab Nahi Iski Daleel Hai Allah Ta ala Farmaate Hai يح ث لكم م ش ا ب ن قل إ نما أ إل نما أ إل كم إل حد ]الكف: 110[ Aye Mere Pyaare Paighambar ﷺ Kehde Sirf Aur Sirf Mai Bashar Hoon Tumhaare Jaisa Farq Kya Hai Mujh Par Wahi Nazil Hoti Hai Tumhaara Maabood Sacha Maabood Ek Hai Doosri Daleel Isse Zyaada Wazeh Hai ن ٱل نس من عبادۦ لا لۥ ع ج ز ء ا إن ج ر مبي ١٥ ]الزخرف: 15[ لكف Aur Banaya Allah Ta ala Keliye Uske Bandon Me Se Hissa Beshak Insaan Khullam Khulla Kufr Karne Waala Hai 4. Kya Nabi Kareem ﷺ Ko Khwaab Me Dekha Jaa Sakta Hai? Jawab Ji Haan Lekin Shart Hai Hulya Mubarak Maloom Hona Chahiye Hadeeth Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya - - Jisne Mujhe Khaab Me Dekha من رأ ني في إلمنام - Usne Sahi Dekha فقد رأ ني - Beshak Shaitan فان إلشيطان Meri Surat Ikhtiyar Nahi Karsakta ال يتمثل في صرتي Aur Jisne Meri Taraf Jhooti Baat Mansoob Ki من كذب عل متعمدإ Wo Talaash Karle فليتب أ Apni Jagah Aag Me مقعد من إلنار 5. Aakhri Ghalat Fehmi Kya Nabi Kareem ﷺ Par Imaan Laaye Baghair Jannat Me Jaana Mumkin Hai? Jawab Nahi Iski Daleel بي ٱل ي ن إن ببع ض ي ك فرن ن كف ر قا أن يفر بٱلل ر سلۦ يريد ن ا لك أن ي تخذ بي ذ ببعض يريد ن ا مين ا ١٦ اب عذ ا لل ك فرين ا أ عت دن ح ق نؤم ن يقلن ٱلل ر سلۦ م ٱل ك فرن ل ئك أ س بيل ١٥ ]النساء: [ Page 24

25 Beshak Jo Log Inkaar Karte Hai Allah Ka Aur Uske Rasoolon, Ka Aur Chahte Hai Ke Allah Aur Uske Rasoolon Ke Darmiyan Farq Nikaale Aur Kehte Hai Ke Hum Baaz Ko Maante Hai, Aur Baaz Ko Nahi Maante Aur Wo Chahte Hai Ke Uske Darmiyan Nikaale Ek Raah Paanch Shubhat Ko Yaad Karlijiye Nabi Kareem Faut Ho ﷺ Chuke Hai? Jawab -Ji Haan Kya Nabi ﷺ Kareem Kaynat Ki Taqleeq Ka Sabab Hai? Jawaab - Nahi Kya Nabi ﷺ Kareem Noor Hai? Jawab Nahi ﷺ Kya Nabi Kareem Ko Khaab Me Dekha Jaa Sakta Hai? Jawab Ji Haan Kya Nabi Kareem ﷺ Par Imaan Laaye Baghair Koi Jannat Me Daakhil Hosakta Hai? Jawab - Nahi Daleel - Surah Zumar 30 Daleel Surah Az Zaariyat Daleel - Surah Kahaf 110 Daleel - Sahi Bukhaari Ki Hadith (Shaitan Meri Surat Iqtiyaar Nahi Karsakta ) Daleel Surah Nisa 150 Aur Page 25

वह एक नव मुस्लिम है और अपने पास कुत्ता रखना चाहती है

वह एक नव मुस्लिम है और अपने पास कुत्ता रखना चाहती है वह एक नव म स ल ह और अपन प स क त त रखन च हत ह حديثا وتر د إبقاء للكب عندها مت أسل ] هندي - Hindi [ fgunh - अन व द : स इट इस ल म प रश न और सम य जन : स इट इस ल ह उस رمجة: موقع الا سلام سو ال وجواب تنسيق:

अधिक जानकारी

इस्लाम की सहिष्णुता

इस्लाम की सहिष्णुता इस ल क स हष ण त سماحة الا سلام ] هندي - Hindi [ fgunh - म हम म बन इब र ह अत-त व जर مد بن إبراهيم تلو ري अन व द : स इट इस ल म प रर और सम य जन : स इट इस ल ह उस رمجة: موقع الا سلام سو ال وجواب تنسيق: موقع

अधिक जानकारी

अल्लाह तआला हमारी दुआओं को क्यों नहीं स्वीकार करता ॽ

अल्लाह तआला हमारी दुआओं को क्यों नहीं स्वीकार करता ॽ अल ल ह तआल हम र द आओ क क य नह स व क र करत ॽ ملاذا ال يستجيب اهلل دلاعئنا [ هندي & Hindi ] fgunh & और अल ल ह तआल ह सववश र ष ठ ज ञ न रखत ह حممد صالح املنجد अन व द : स इट इस ल म प रश न और उत तर सम य जन :

अधिक जानकारी

Zikr-e-ilahi (Hindi)

Zikr-e-ilahi (Hindi) ज क र इल ह भ षण हज रत म र ज बश र द न महम द अहमद ख ल फत ल मस ह स न रज अल ह अन ह न म प स तक : ज क र इल ह Name of book : Zikr-e-ilahi भ षण : ह र त जम बश र द न महम द अहमद ख ल फ त ल मस ह स न रज अल ह अन ह Lecture

अधिक जानकारी

मुसलमान लोग अल्लाह के ईश्दूत ईसा का जन्मदिवस क्यों नहीं मनाते जिस तरह कि वे अल्लाह के ईश्दूत मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम का जन्मदिवस मनाते हैं?

मुसलमान लोग अल्लाह के ईश्दूत ईसा का जन्मदिवस क्यों नहीं मनाते जिस तरह कि वे अल्लाह के ईश्दूत मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम का जन्मदिवस मनाते हैं? म सलम न ल ग अल ल ह क ईश द त ईस क जन मददवस क य नह मन त जजस तरह कक व अल ल ह क ईश द त म हम मद सल लल ल ह अल दह व सल लम क जन मददवस मन त ह? ملاذا ال حيتفل املسلمون بمودل نيب اهلل عيىس كما حيتفلون بمودل نيب اهلل

अधिक जानकारी

ईद के अहकाम और उसकी सुन्नतें

ईद के अहकाम और उसकी सुन्नतें ईद क अहक म और उसक स न नत ] هندي & Hindi [ fgunh & 'ks[k eqgeen fcu lkysg vy&mlsehu jfgegqyykg vuqokn% vrkmjz Zgeku ft+ +;kmyykg 2011-1432 اكم العيد والسن اليت فيه» اللغة اهلندية «لشيخ مد بن صالح العثيم

अधिक जानकारी

दिन और रात की हज़ार सुन्नतें

दिन और रात की हज़ार सुन्नतें www.rasoulallah.net व षय स च आप यह दर ज क स प प त कर सकत ह क परम श वर सर वशवत म न ख द आप स पय र करन लग? न द स ज गन क स न नत ब थर म म प श करन और ब हर न कलन व ज़ क स न नत म स क ज त -चपपल पहनन क स न नत प

अधिक जानकारी

Khuda Taa'la ke Moujood Hone ke Das Pramaan

Khuda Taa'la ke Moujood Hone ke Das Pramaan ख द तआल क म ज द ह न क दस प रम ण ल खक हज़रत म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल फ़त ल मस ह मव त य रज़ I न म प सतक : Name of book : Khuda Taa'la ke Moujood Hone ke Das Pramaan ल खक : हज़रत म र ज़ बश र द न महम द अहमद

अधिक जानकारी

Seerat-ul-Abdal (Hindi)

Seerat-ul-Abdal (Hindi) ल खक हज़रत म र ज़ ग़ ल म अहमद क़ द य न मस ह म ऊद व महद म ह द अल ह ससल म I न म प सतक Name of book ल खक Writer अन व दक Translator ट ईप ग, स ट ग Typing Setting स सकरण तथ वर ष : स रत ल अबद ल : Seeratul Abdaal

अधिक जानकारी

Ahmadi Purushon Ko Swarnim Updesh

Ahmadi Purushon Ko Swarnim Updesh अहमद प र ष क स वर ण म उपद श ख़ त ब ज मअ: हज़रत म र ज़ मसर र अहमद ख़ल फ़त ल मस ह प चम अय यदह ल ह तआल ब नस र रहल अज़ ज़ द न क 19 मई 2017 ई. स न - मससजद ब त लफ त ह, म र डन, य.क. न म प स तक - Name of Book : ख़ त ज

अधिक जानकारी

Ismat-e-Anbiya (Hindi)

Ismat-e-Anbiya (Hindi) (नब य क सच चर त रत ) म क त क स प रक र म ल सकत ह और उसक व सतबवक फ़ ल स कय ह? ल खक हज़रत म र ज़ ग़ ल म अहमद क़ द य न मस ह म ऊद व महद म ह द अल ह ससल म I न म प सतक Name of book ल खक Writer अन व दक Translator ट

अधिक जानकारी

श न त क सन द श और एक चद त वन लद खक हज रत ह फ ज म र ज न स र अहमद ख ल फ त ल मस ह त त य रह.

श न त क सन द श और एक चद त वन लद खक हज रत ह फ ज म र ज न स र अहमद ख ल फ त ल मस ह त त य रह. श न त क सन द श और एक चद त वन लद खक हज रत ह फ ज म र ज न स र अहमद ख ल फ त ल मस ह त त य रह. न म प सतक - Name of Book : लद खक - Written By : अन व दक - Translated By : श न त क सन द श और एक चद त वन Shanti Ka

अधिक जानकारी

Kashti Nooh (Hindi)

Kashti Nooh (Hindi) ल खक हज़रत म र ज़ ग़ ल म अहमद क़ द य न मस ह म ऊद व महद म ह द अल ह ससल म I न म प सतक Name of book ल खक Writer अन व दक Translator ट ईप, स ट ग Type, Setting : कशत न ह : Kashti Nooh : हज़रत म र ज़ ग़ ल म अहमद क़ द

अधिक जानकारी

Batalwi our Chakdalwi ke Mubahasa par Review

Batalwi our Chakdalwi ke Mubahasa par Review बट लव और चकड लव क म ब हस पर र व य ल खक हज़रत म र ज़ ग़ ल म अहमद क़ द य न मस ह म ऊद व महद म ह द अल ह ससल म I न म प सतक Name of book ल खक Writer अन व दक Translator ट ईप ग, स ट ग Typing Setting स सकरण तथ वर ष

अधिक जानकारी

इसलाम में इबादत की शर्तें

इसलाम में इबादत की शर्तें ६Tइसल म म इब दत क शत ६T ] هندي & Hindi [ fgunh & 'ks[k eqgeen fcu lkysg vy&mlsehu jfgegqyykg vuqokn% vrkmjz Zgeku ft+ +;kmyykg 2011-1433 شوط العبادة ف الا سلام» اللغة اهلندية «الشيخ مد بن صالح العثيم رمجة:

अधिक जानकारी

Zakelijke correspondentie Bestelling Bestelling - Bestelling plaatsen Arabisch Formeel, voorzichtig ا ننا بصدد التفكير في اشتراء... Hindi हम आपस... खर

Zakelijke correspondentie Bestelling Bestelling - Bestelling plaatsen Arabisch Formeel, voorzichtig ا ننا بصدد التفكير في اشتراء... Hindi हम आपस... खर - plaatsen Formeel, voorzichtig ا ننا بصدد التفكير في اشتراء... हम आपस... खर दन च हत ह. يس ر نا ا ن نضع طلبي ة مع شركتك... हम आपक कम पन स... म गव न म द लचस प रखत ह. نود ا ن نضع طلبي ة. हम आप स क छ व य

अधिक जानकारी

Slide 1

Slide 1 March 2015 एक स द श स प दक क ओर स Editor s message ह न द सम ज क प र य सदस य, ल म, 15 फ रवर क म र ख ल हदवस क द र न आप स एक ब र फ र स ममलन क स भ ग य प र प त य This provided an opportunity for all present

अधिक जानकारी

Tazkirat-ush-Shahadatain (Hindi)

Tazkirat-ush-Shahadatain (Hindi) तज क रत शश ह दत न (द शह दत क वर णन) ल खक हज रत म र ज ग ल म अहमद स ह ब क द य न मस ह म ऊद व महद म ह द अल ह ससल म I न म प सतक : तज क रत शशह दत न Name of book : Tazkiratush Shahadatain ल खक : हज रत म ज ण ग

अधिक जानकारी

Dawat ilallah Ki Ahmiyyat Aur Zarurat

Dawat ilallah Ki Ahmiyyat Aur Zarurat द वत इलल ह क अहम यत और ज र रत इख तत म ख त ब सय यदन हज रत म र ज मसर र अहमद ख ल फ त ल मस ह प चम अय यदह ल ह तआल जलस स ल न जर मन 2015 क अवसर पर न म क त ब द वत इलल ह क अहखम यत और ज र रत सम पन भ षण हज रत म र

अधिक जानकारी

हो गई है पीर पर्वत-सी पिघलनी चाहिए – – दुष्यन्त कुमार,आओ! मगर ठहरो / निधि सक्सेना,कोशिश कर, हल निकलेगा (Anonymous),समर शेष है – रामध

हो गई है पीर पर्वत-सी पिघलनी चाहिए – – दुष्यन्त कुमार,आओ! मगर ठहरो / निधि सक्सेना,कोशिश कर, हल निकलेगा (Anonymous),समर शेष है – रामध ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए द ष यन त क म र ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए, इस हम लय स क ई ग ग नकलन च हए आज यह द व र, परद क तरह हलन लग, शर त ल कन थ क य ब नय द हलन च हए हर सड़क

अधिक जानकारी

पैगंबर मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम पति के रूप में

पैगंबर मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम पति के रूप में द व रव त यव र हज़रत प ग बर म हममद पत क र प म द व रव त यव र हज़रत प ग बर म हममद पत क र प म व षयस च 6 8 14 17 22 25 28 34 39 49 53 5 हज़रत प ग बर-उन पर इश वर क क पव और सलव म ह - अपन पव त र पतन य क सव थ क

अधिक जानकारी

Ahmadiyyat Ka Paigham (Hindi)

Ahmadiyyat Ka Paigham (Hindi) ल खक सय यदन हज़रत म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल फ़त ल मस ह मव त यरज़ I न म प सतक : अह मद यत क प ग़ म Name of book : Ahmadiyyat Ka Paigam ल खक : हज़रत म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल फ़त ल मस ह मव त यरज़ Writer :

अधिक जानकारी

وا الر س و ل و ا و ل ع اہلل و ا ط ی وا ا ط ی ع ر م ن ک م ال م र एद द जलस द आ ज हज रत सय य द न व इम मन जन ब म र ज ग ल म अहमद स ह ब मस ह म ऊद-व-महद म 'ह

وا الر س و ل و ا و ل ع اہلل و ا ط ی وا ا ط ی ع ر م ن ک م ال م र एद द जलस द आ ज हज रत सय य द न व इम मन जन ब म र ज ग ल म अहमद स ह ब मस ह म ऊद-व-महद म 'ह وا الر س و ل و ا و ل ع اہلل و ا ط ی وا ا ط ی ع ر م ن ک م ال م र एद द जलस द आ ज हज रत सय य द न व इम मन जन ब म र ज ग ल म अहमद स ह ब मस ह म ऊद-व-महद म 'ह द क तहर क पर द र ल अम न क द य न म द न क 2 फरवर, 1900

अधिक जानकारी

Jama'at Ahmadiyya Ke Aqaed - Hindi

Jama'at Ahmadiyya Ke Aqaed - Hindi (आस ए ) द र सयय न हज़रत म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल फ़त ल मस ह स न रज़ न म प स तक : जम अ त अहमद य क अक़ द (आस ए ) Name of Book : Jamaat Ahmadiyya Ke Aqeede ल खक Writer : हज़र त म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल

अधिक जानकारी

Sharu Ramzaan REVISED

Sharu Ramzaan REVISED रमज़ न क मह न और करन क क म ड टर फरहत ह शम अ ल ह अल ह क न म स क न म स ज बहत म हरब न ज बहत म हरब न नह यत रहम करन व ल ह नह यत रहम करन व ल ह شھ ر رمضان रमज़ न क मह न और करन क क म क़रआन और स नत क र शन म ड टर फरहत

अधिक जानकारी

Paigham-i-Sulh (Hindi)

Paigham-i-Sulh (Hindi) (म त र स द श) ल खक हज़रत म र ज़ ग़ ल म अहमद क़ द य न मस ह म ऊद व महद म ह द अल ह ससल म I न म प सतक : Name of book : Paigham-e-Sulh ल खक : हज़रत म र ज़ ग़ ल म अहमद स ह व महद म ऊद अल ह ससल म Writer : Hazrat Mirza

अधिक जानकारी

January

January 2015 Vol -18 Issue - 1 सम दक श ख म जल तहद अहमद शल सत र XXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXX उ सम दक म हममद नस र ल हक आचल य म फल र क अहमद स फ ट इ स वट ग आसमल ययबल ट इटल व ज़ इन आ महम द अबद ल ल ह म न जर नव द अहमद फ ल

अधिक जानकारी

Islam and the freedom of conscience (Hindi)

Islam and the freedom of conscience (Hindi) इस ल म और अभ व यक त क स वत त रतल नल म प सतक - Name of Book : खक - Written By : अन वल दक - Translated By : इस ल म और अभ व यक त क स वत त रतल Islam and the freedom of conscience हज रत भमज ल मसर र अहमद ख फ

अधिक जानकारी

May Shumara

May Shumara Vol -18 Issue - 5 समप दक श ख म जल तहद अहमद शल सत र XXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXX उप समप दक म हममद नस र ल हक आचल य म नव द अहमद फ ल ट इप स रट ग आसमल ययबल ट इटल र ज़ इन आ महम द अबद ल ल ह म न जर नव द अहमद फ ल क य

अधिक जानकारी

ल ह य-अमल ( ख़ द म ल अहमद य क क र यक रम) और हर एक क ल ए एक लक ष य ह ज सक ओर वह धष यय न द तय ह अत न क कय म म एक द सर स आग बढ य ओ (अल -बक़र: 149) प रक शक

ल ह य-अमल ( ख़ द म ल अहमद य क क र यक रम) और हर एक क ल ए एक लक ष य ह ज सक ओर वह धष यय न द तय ह अत न क कय म म एक द सर स आग बढ य ओ (अल -बक़र: 149) प रक शक ल ह य-अमल ( ख़ द म ल अहमद य क क र यक रम) और हर एक क ल ए एक लक ष य ह ज सक ओर वह धष यय न द तय ह अत न क कय म म एक द सर स आग बढ य ओ (अल -बक़र: 149) प रक शक दफ तर मज लस ख़ द म ल अहमद य भ र त 2 ख़ द म (स वक) क अहद

अधिक जानकारी

एक ईसाई पोर्क के निषेध होने के कारण के बारे में पूछ रहा है

एक ईसाई पोर्क के निषेध होने के कारण के बारे में पूछ रहा है एक ईस ई प कर क नष ध ह न क क रण क ब र म प छ रह ह رصا سا ل عن سبب تر م لم خل ر ] هندي - Hindi [ fgunh - अन व द : स इट इस ल म प रश न और सम य जन : स इट इस ल ह उस رمجة: موقع الا سلام سو ال وجواب تنسيق: موقع

अधिक जानकारी

ISSN: स ह य स हत Available at Volume 01 Issue 0 May 2015 ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर (

ISSN: स ह य स हत Available at   Volume 01 Issue 0 May 2015 ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर ( ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर (http://www.hindikunj.com/2014/12/the-spelling-of-hindi.html) आज क ह द वणर म ल न न न स र ह. चत र -1 इन वणर म ल ओ म अ,आ,ओ,औ,अ,अ,ख,छ,ण,ध,भ अक षर पर ग र क जए, आज इ ह उस

अधिक जानकारी