10/15/2016 AHL E SUNNAT WAL JAMAT K AQAID PE AITRAZ K JAWAB... Muhammad Javed Hussain Qadri Muhammad Javed Hussain Qadri Just now AHL E SUNNAT WAL JAM

आकार: px
पृष्ठ पर प्रदर्शन शुरू करें:

Download "10/15/2016 AHL E SUNNAT WAL JAMAT K AQAID PE AITRAZ K JAWAB... Muhammad Javed Hussain Qadri Muhammad Javed Hussain Qadri Just now AHL E SUNNAT WAL JAM"

प्रतिलिपि

1 Muhammad Javed Hussain Qadri Just now AHL E SUNNAT WAL JAMAT K AQAID PE AITRAZ K JAWAB 28 March 2014 at 05:22 KYA ESAALE SAWAB JAIYAZ HAI Answer. Hzrat Saad RadiyALLAHu Anhu Ne Arz Ki YaRasooLALLAH! {Alaihisalatu Wassalaam} Meri Maa Ka Inteqal Hogaya To Konsa SadqaAfzal He? Farmaya PAANI Ka! Phr Unho Ne KUNWAN [Well] Khdwaya Or Kaha Ye SaadKi Maa Ka He (AbuDaud J1 P#236) (Musnad e Ahmed J5 P#275) (Behiqee Snan Kubra J4 P#185) KYA ALLAH K NEK BANDON SE MADAD MANGNA JAYAZ HAI Answer.SARKAR Alaihisalatusalam: Jab Kisi Ki Koi CHEEZ Kho Jaye Ya Wo MADAD ChahataHo, Aur Aisi JAGA Ho Jahan Koi GAMKHuAR Na Ho to Wo Yun Kahe, "Aye ALLAH KBANDO! MERI MADAD KARO" (Tibrani,Ibn Abi Sheba P#22) KYA AMBIYA QABAR MAIN ZINDA HAIN Answer.Sarkar Alahisalatu Wassalam: BeShak ALLAH Ne Zamin Par Haram Kya K ANBYA KJismon Ko Khaye Pas ALLAH K NABI Zinda Hen Aur Rizq Dye Jaate Hen {Rawi:Hazrat Abu Dardaa RadiyALLAHu anhu} {Abu Dawood: #1047, Ibne Maja} KONSA FIRQA JANNATI HAI Answer. Mafhum: Bani Israel K 72 Firqe They Meri Ummat K 73 Honge Aur SiwayeEk K Tamam JAHANNAM Me Jayenge SAHABA (RadiyALLAHu anhum): Jannat Wale KonHonge? SARKAR (alehi salatu salam): "JoMere Aur SAHABA K Tariqey Par Honge" (Tirmizi,Kitabul Emaan H#2565) KYA ALLAH SE WASEELA DEKAR MANGNA JAYAZ HAI Answer.AlQur'an: ALLAH Ki Taraf WASILA Dhondo (Al Maida #35) Mafhum e Hadis: SARKAR(allehe salatu salam): Tum ko Fatah Milti He Aur Rozi Di Jati He, BUZRUGON orfaqiron k WASILAY Se. (Mishkat Sharif Babul Fuqara) KYA AZAN K BAAD DUROOD PADHNA JAYAZ HAI Answer. Taajdaar e Kainaat [Alaihissalatuwassalam] Farmatey Hen; Jab Tum Mo'AzzinSe Azaan Suno To Jis Tarah Kahey, Usi Tarah Kaho Phir Muj Par DUROOD o SALAMParho Aur Mere Wasiley Se DUA Maango.. (Mishkat Sharif P#64) KYA RABI UL AWWAL K MAHEENE MAIN JHANDE LAGANABIDDAT HAI Answer. Jab AaQA (Alehisalatuwasalam) Dunya Me Jalwa Gar Hue To SHABE WILADATHazrat JibraeL Ne 1 Jhanda KAABE Ki Chatt Par Awezaan Kya 2 Jhande MASHRIQ omagrib Me Lehraye Aehtmam ALLAH Ki TarafSe Tha [SeeratHalbya J1 P# 109] KYA JULOOS NIKAALNA SAHABA KI SUNNAT HAI Answer. Jab Aaqa (Alehissalam) Hijrat Kar K MADINA Sharif Aaye. To Logon NeKhub Jashn Manaya Nojawan Larke ApniChatton Par Charh Kar Aur 1/8

2 Gulam, Khuddam Raasto Me Phirte The Aur Nara'AeRisalat Lagate Aur Kehte YA RASOLALLAH!! (MuslimJ2/P#419) KYA SHAHEED ZINDA HAIN Answer. Jo ALLAH Ki Raah Me Maare Jayen Inhe Murda Gumaan Bhi Na Karo Wo ZINDAHen Or RAB K Paas RIZQ Dye Jate Hen (Aale Imran 169) Dusri Jaga YahiMafhum(Baqara 154) Jo NABI k Deen ko Bachatey Hue Jo SHAHEED Ho Uska Ye Maqam ToKhud NABI Ka Kya Martaba Hoga? KYA HAMARE SARKAR NE KABHI APNA MILAAD MANAYA Answer. SARKAR (alehisalatuwassalam) MIMBER Par Jalwa Afroz Hue, Apna ZIKER ewiladat Kya Aur Apne FAZA'IL Bayan Frmaye (Tirmizi J2 P#201) Malum Hua K MeeladBID'AT Nhe Jo Log BID'AT Kehte Hen Wo QURAN o HADEES Se SABIT Kren. KYA TAWEEZ BAANDHNA JAYAZ HAI Answer. "Aur Hum Qur'an Me Utaarte Hen Wo Cheez Jo Momino K Lye (Ruhanio Jismani) Amraz Se SHIFA He" <bani israil="" ayat=""> Is Ayat K Tehat MehmudAalusi Ne Roohul Ma'ani Me Imam Subki, Imam Malik, Baqir, Imam Seerin Ka QoalLikha: "Asmae Elahi, Duae Maasura Ka Taweez Baandhna Sahaba o Tabaeen KaMamul, Jaaiz o Mustaheb He" Ibne Umer Apne Bachon Ko Muawwizat Ka TaaweezBaandhte They</bani> (AbuDawood, Tirmizi) MEELAD KO SHIRK KEHNA KAISA HAI Answer.Jis Ne Kaha Meelad SHIRK He Wo Daira e Islam Se Kharij Hogaya... KESEY?Kyunki Meelad Ka Matlab He "Pedaish Ka Din" Aur ALLAH Peda Hone SePaak He, Jinho Ne Shirk Kaha Wo ALLAH ki Baargah Me Tauba Karen Or Apne Sho'urSe Haqiqat Ko Jaaney. KYA HAMAARE AAQA MUKHTIYAARE QULLHAIN Answer."Aasman Aur Zamin Ki Hr Cheez ALLAH Ne Tumhare Lye Musakhar KarDi Aur Apni Zahiri o Batini Nematen Di" (Luqman Ayat#20) "Beshak MujeZamin Ke Khazano Ki Kunjiyan Ata Ki Gayin" (Bukhari J2, P#585,975) (MuslimJ2, P#250, Mishkat) SARKAAR KE MILAAD PE KHUSHI MANANE KO QURAN SE SABIT KARIEN Answer."Aap Keh Dijye ALLAH Ke Fazal Aur REHMAT Ke Husool Par KhushiManao" (Younus Ayat#58) "Aur Hum Ne Aap Ko Tamam Jahano Ke Lye REHMATBana Kar Bheja" (Anbyaa Ayat#107) Dekh Lijye Faisla Aap Pr He! KYA SARKAAR KO ILM E GHAIB HAI Answer. Hazrat Umer: Sarkar Hamare Darmiyan Khare Hue, AAP Ne IBTEDA e DUNIYASe Le Kar JANNATIYON Aur DOZAKHIYON Tak Ki Khabar Di Use Jis Ne Yaad Rakha, SoYaad Rakha Aur Jo Bhool Gaya So Bhool Gaya (BukhariJ#1 P#453) KYA WALI BANDON K DIL K HAAL JAANTE HAIN Answer.Hadees: MOMIN Ki Firaasat Se Daro, Be Shak Wo ALLAH Ke NOOR Se DekhtaHe (Tirmizi J#2 P#614) Ab Agar Koi Walyo Ki Basaarat Ya Elm Par Aetraaz KareyTo Goya Us Ne Noor e Elahi Ko Apne Gandey Aetraaz Ka Nishana Banaya 2/8

3 KYA ALLAH K WALI DOOR SE DEKH OR SUN SAKTE HAIN Answer.HADEES: ALLAH Apne Nek Bando Ke Mutaliq Farmata He"Me Uske KaanHojata Hun Jis Se Wo Sunta He, Uski Ankhen Hojata Hun Jis Se Wo Dekhta He" (BukhariJ#2 P#963) Kya Sarkar Ne Rooh Aur Jism Ke Saath MERAAJ Ka Safar Farmaya? Answer.'PaakiHe Usey Jo Apne Bandey ko Raaton Raat Le Gaya Masjid e Haraam Se Masjid e AqsaKi Taraf' (Para #15) Ayat Me Lafz "BI ABDIHI" He Jis se Murad BANDAHe Aur Bandey K Lye Rooh or Jism Ka Ek Sath Hona Laazim He KYA NIAAZ JAIZ HAI Answer.Quran o Hadis Me Kahin Niyaz Ki Mumaniat Nhe Balke Quran Me Irshad: "ToKhao Us Me Se Jis Par ALLAH Ka Name Lya Gaya, Agar Tum Uski Aayaten MaanteyHo" (Al An'am V#118) Yaani Jis Pr ALLAH Ka Name Zikar Kya Gaya, Jese NIYAZPar FATIHA Dete Waqt Quran Parha KYA DAMM KARNA,PADH K PHOOKNA JAIZ HAI Answer. Hazrat Anas: "Sarkar Ne Nazr e Bad, Zehriley Hewaan Or KeereyMakoro K Kaatney Se Damm Karne Ki Rukhsat Marhamat Farmayi" (Muslim) UmmeSalma: "Sarkar Ne 1 Kaneeza K Chehre Me Zardi Dekhi To Farmaya Isey DammKaro" (Bukhari Muslim) BUZURGON K HAATH PAAON CHOOMNA KAISA HAI Answer.Ibn e Umar Aur Deegar Sahaba RadiyALLAHu Anhum Ne Farmaya Ke Hum NeNabi Paak Alehissalam Ke Haath Choomey (Ibn e Maaja J#2 P#404, H#1498) (AbuDaud J#3 P#640, H#1782) Malum Hua Ke Buzurgo Ke Hath Choomna Jaaiz Bulke Sunnate Sahaba He. KYA SHAB E MERAJ MAIN ALLAH KASARKAR NE DEEDAR KARA Answer Hazrat Anas RadiyALLAHu anh: "HattaK Huzoor Sidratul Muntaha Pr Aaye Aur Jabbar Rabbul Izzat Apke Qareeb Hua. PhirAur Zyada Qareeb Hua. Hatta K Wo Aap Se 2 Kamanon Ki Miqdaar Reh Gaya Ya Is SeB Zyada Nazdeek" (Bukhari) Ibn e Abbas Ne Farmaya "Huzoor Ne ApneRabb Ko Dekha He" (Tirmizi) Iske Elawa Muslim, Tibrani Wagera Me Bi DeegarAisi Sahee Ahadis Milti Hain. KYA BAD MAZHAB KI IQTIDA MAIN NAMAZ DURUST HAI Answer. Mafhum e Hadis: "Gustakh Ko Imam Mat Banao" (Abu Dawood J1H479 P221) ALLAH Kisi Bad Mazhab Ki Namaz, Roza, Zakaat Qubul Nahi Karta (Behiqi)Bad Mazhab Ke Peechey Namaz Parhna Jaiz Nahi (Sharah Fiqh e Akbar P5; Mulla AliQari) KYA SAHABA BHI MAZAR PE JA KAR DUA MANGTEY THE Answer.Dour e Hazrat Umar Me Hazrat Bilal Bin Haris AAQA Sallallahu AlaihiWasallam K Mazar e Aqdas Par Hazir Ho Kr Arz Ki Ya Rasoolullah Apki Ummat ParQehat Aagaya He To Sarkar Ne (Khuwab Me Aakar) Farmaya K Umer Ko Ja K SalamKaho Aur Kaho Apne Kaam Ko Aur Behtar Banaye Tumhe Barish Mil Jayegi (MusannifIbne Sheba V12 P#32 H#12051) (Fatahul Baari V2 P#495) (Zurqani V8 P#88) 3/8

4 Hazrat Sareek Bin Sahab Frmate Hy Ki HUZUR Ne Ek Mauke Par Frmaya Ki Akhiri Zamane Me Ek Zamat Niklegi Jo QURAN Padhege Lekin Wo In Ke HalQ Ke Niche Nahi Utrega Wo Log ISLAAM (DEEN) Se Aise Nikal Jayege Jaise Kaman Se Teer Nikal Jata Hy, Inki Khaas Alamat SIR MUDANA Hogi Wo Isi Tarah Giroh Dr Giroh Nikalte Rhege Yaha Tak Ki Unka Akhiri Giroh DAJJAAL Ke Sath Niklega. {MISHQAAT SHAREEF: Safa 309} Sawal: Onchi Qabar Banana Sahi Hy? Jawab: "Usman Bin Mazoon ki Qabr Zamen se Onchi Banai Gai" Ref: (Bukhari,Jild#1,Hadis 181 ) Sawal: Qabr pr phool Dalna Sahi Hy? Jawab: "Qabar pr Sabza, phool Dalna Sunnat Hy". Ref: (Bukhari,J#1,Hadis #611 ) {BUKHARI J#1, KITABUL WUZU,BAB UL AZABeQABAR, HADEES 169 } Sawal: Qabr pr pani Chirakna Sahi Hy? Jawab: "Qabr pr pani ChiraknaSunnat Hy". Ref: (Mishkat, Jild#1, Hadis #150 ) Sawal: Qabr Men Madfan Log Sunte Hen? Jawab: "Qabar Men Madfan Log Sunte Hen". Ref: (Muslim,Jild#2,Hadis #386 ) (Mishkaat, J1,S 154, Baab Ziyarate Qubur) (Bukhari, J2, S 566, Baab Qatl Abi Jehel)Science & Ilm e Gaib Of Nabi( sallalaho alahi wasallam ) :» 1400 Saal Pehle Insani 360 Haddiyon Ka Zikr Ho Chuka «Hadees: Hazrat Ayesha (Radiyallaahu Anha) Se Riwayat Hai Ke Rasool Allah 4/8

5 (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: Har Insan Ki Takhleeq Me 360 Jod (Joints of Bones) Banaye Gaye Hain, So Jis Ne Allahu Akbar Kaha, Alhamdulillah Kaha, La ilaha Illa llah Kaha, Subhanallah Kaha, Astagfirullah Kaha, Raaste Se Patthar Ya Kanta Ya Haddi Hatadi, Acchi Baat Ka Huqm Diya Ya Buri Baat Se Roka To Ye Teen So Saath (360) Jodon (Joints) Ki Ginti Ke Barabar (Shukr Ada Karne Ki Tarah) Hai Aur Goya Wo Shaqs Uss Din Apne Aap Ko Jahannam Se Aazad Karwa Kar Chal Phir Raha Hai. :(Sahih Muslim, Book 5, Hadith 2199) Science Approval: 1400 Years Years Pehle Na Science Thi Aur naa Hi Koi Insani Jism Ko Scan Karne Ka Koi zariya, Rasoolallah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne (Wahi Ilahi Ke Noor Se) Insani Haddiyon Aur Jodon Ki Ta dad Muta yyan (Exact) Tor Par Teen So Saath (360) Bayan Farmadi, Aaj Medical Science Me Insani Haddiyon Aur Jodon Ke Liye Ek Mustaqil Shoba Anatomy Wujood Me Aa Chuka Hai Aur Iss Sho be Ke Muhaq qiqeen Ka Tasleem Karna Hai Ke Insani Jodon Ki Ta dad Teen So Saath (360) Hi Hain..!! Question#1: Meraj ki Haqeeqat Quran se saabit Karen?? Jawab: Meraj Shareef ki Haqeeqat Quran e Majeed se Mulaahizah ho: Al Quran: Tarjuma: Paaki hai jo apney Bandey ko raaton raat le gaya Masjid e Haraam se Masjid e Aqsa tak, jis k ird gird hum nebarkat rakhi, hum ne isey apni azeem nishaaniyan dikhain, beshak woh Sunta dekhta hai.. (Surah17/Isra(Bani Israel),Aayat#1, Parah#15) Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ka safar e Meraj ka zikar Quran e Majeed main Muta addid Aayat main Mufassala, Majmalan, Kunyatan aur ishaaratan milta hai, Mutazzakkarah Aayat k ilaawa Surah An Najm(53),Parah 27 ki ibtidai aayaat (1 18) musalsal mazaameen e meraj ka hi bayaan karti hain.. 5/8

6 Mutazzakkarah Aayat main lafz aaya hai ب ع ب د ه is se muraad bandah hai q k Bandah Rooh aur jisam k ek saath honey se banta hai warna agar sirf Rooh hoti to Aayat main ب ر و ح ہ aata.. Magar yahaan ب ع ب د ه bayaan karna yeh saabit karta hai k Meraj ka safar Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ne rooh aur jisam k saath farmaaya.. Question#2:Hadees ka Mafhoom yun hai k Hazrat Ayesha Siddiqueah (Razi ALLAH Anhu) farmaati hain k Meraj ki raat Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ka jisam gum na paaya is ka jawab den?? Jawab: Hazrat Shah Abdul Haq Muhaddis Dehelvi (Aleh Rehmah) farmaatey hain k Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ko ek nahin balkey kai meraajen karai gai, jin main se ek Meraj Rooh aur jisam k saath huwi, baqiyah tamaam Merajen Sirf Roohani thin, Hazrat Ayesha (Razi ALLAH Anhu) ki hadees main jis meraj ka zikar hai woh Meraj e Roohani hai Question#3: Shab e Meraj Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ki apney Rab Ta ala ka deedaar karna ahadees ki roshni main saabit Karen?? Jawab: Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ne Shab e Meraj apney Sir ki aankhon se RAB TA ALA ka deedaar kiya.. Al Hadees: Tarjuma: Hazrat Abdullah Ibn e Abbas (Razi ALLAH Anhu) se riwaayat hai k Sarkar e Aazam farmaatey hain k menay apney RAB E KAREEM ko dekha.. (Musnad Ahmed Az Kitaab: Deedaar e Ilaahi) Is Hadees k baarey main Imam Jalaal ud Deen Sayooti (Aleh Rehmah) Khasais ul Kubra aur Allama Abdur Raouf Sharah Jamey Sageer main farmaatey hain k yeh Hadees SAHIH hai.. Al Hadees: Tarjuma: Hazrat Jaabir se Riwaayat hai k Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) farmaatey hain k Be shak ALLAH TA ALA ne Hazrat Moosa (Aleh Salaam) ko dolat e Kalaam bakhshi aur mujhey apna Deedaar ata farmaaya, Mujh ko Shifa at e Kubra o Hoz e kosar se fazeelat bakhshi..(ba hawala: Ibn e Asakar Az Kitaab: Deedaar e Ilaahi) Al Hadees:Tarjuma: Tibrani Mojam ul Auwsat main hai k Hazrat Ibn e Abbas (Razi ALLAH Anhu) ne farmaaya, Huzoor (Sallalaho Alehe Wassallam) ne apney RAB Azzawajal ko dekha, Akrama (Razi ALLAH Anhu) لاتدرکہ" farmaatey hain k menay kaha kiya ALLAH TA ALA ne nahin farmaya Hazrat Ibn e Abbas (Razi ALLAH Anhu) ne "الابصار وهو يدرک الابصار faramaya, Tum per Afsos hai k yeh to us waqt hai jab woh Apney Zaati Noor se jalwa gar ho, Huzoor (Sallalaho Alehe Wassallam) ne apney RAB ko Do (2) Martabah dekha..(ba hawala:tirmizi Shareef, Jild#2, Abwaab Tafseer ul Quran, Raqam ul Hadees#1205, Page#518, Matboo a Fareed Book Lahore) Al Hadees:Tarjuma: Hazrat Akramah se Riwaayat hai Aayat e Kareemah k baarey main Hazrat e Ibn e Abbas (Razi ALLAH "ماکزب الفوادمارای " Anhu) ne farmaaya, Huzoor (SallalahoAleheWassallam) ne ALLAH TA ALA ko Dil (ki aankhon) se dekha.. 6/8

7 (Ba hawala: Tirmizi Shareef, Jild#2, Abwaab Tafseer ul Quran, Raqam ul Hadees#1207,Page#519, Matboo a Fareed Book Lahore) Aqeedah: Huzoor (Sallalaho Alehe Wassallam) k Khasais se Meraj hai k Masjid e Haraam se Masjid e Aqsa tak aur wahaan se Saaton Aasmaan aur Qursi o Arsh tak balkey balaey Arsh raat k ek Khufif Hissa main Ma jisam Shareef Tashreefle gaey aur woh Qurb e Khaas haasil huwa k kisi Bashar o Mulk ko kabhi haasil huwa na hoga, aur jamal e Ilaahi apney Sir ki aankhon se dekha, aur Kalaam e Ilaahi, Bil wasta Suna aur Tamaam Malakut us Samaawat Wal Ard ko BilTafseel Zarrah Zarrah Mulaahizah farmaaya..(bahare Shari at#1) Like 1 hour ago Shahid Behlim Question#1: Meraj ki Haqeeqat Quran se saabit Karen?? Jawab: Meraj Shareef ki Haqeeqat Quran e Majeed se Mulaahizah ho: Al Quran: Tarjuma: Paaki hai jo apney Bandey ko raaton raat le gaya Masjid e Haraam se Masjid e Aqsa tak, jis k ird gird hum nebarkat rakhi, hum ne isey apni azeem nishaaniyan dikhain, beshak woh Sunta dekhta hai.. (Surah17/Isra(Bani Israel),Aayat#1, Parah#15) Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ka safar e Meraj ka zikar Quran e Majeed main Muta addid Aayat main Mufassala, Majmalan, Kunyatan aur ishaaratan milta hai, Mutazzakkarah Aayat k ilaawa Surah An Najm(53),Parah 27 ki ibtidai aayaat (1 18) musalsal mazaameen e meraj ka hi bayaan karti hain.. Mutazzakkarah Aayat main lafz aaya hai ب ع ب د ه is se muraad bandah hai q k Bandah Rooh aur jisam k ek saath honey se banta hai warna agar sirf Rooh hoti to Aayat main ب ر و ح ہ aata.. Magar yahaan ب ع ب د ه bayaan karna yeh saabit karta hai k Meraj ka safar Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ne rooh aur jisam k saath farmaaya.. Question#2:Hadees ka Mafhoom yun hai k Hazrat Ayesha Siddiqueah (Razi ALLAH Anhu) farmaati hain k Meraj ki raat Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ka jisam gum na paaya is ka jawab den?? Jawab: Hazrat Shah Abdul Haq Muhaddis Dehelvi (Aleh Rehmah) farmaatey hain k Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ko ek nahin balkey kai meraajen karai gai, jin main se ek Meraj Rooh aur jisam k saath huwi, baqiyah tamaam Merajen Sirf Roohani thin, Hazrat Ayesha (Razi ALLAH Anhu) ki hadees main jis meraj ka zikar hai woh Meraj e Roohani hai Question#3: Shab e Meraj Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ki apney Rab Ta ala ka deedaar karna ahadees ki roshni main saabit Karen?? Jawab: Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) ne Shab e Meraj apney Sir ki aankhon se RAB TA ALA ka deedaar kiya.. Al Hadees: Tarjuma: Hazrat Abdullah Ibn e Abbas (Razi ALLAH Anhu) se riwaayat hai k Sarkar e Aazam farmaatey hain k menay apney RAB E KAREEM ko dekha.. 7/8

8 (Musnad Ahmed Az Kitaab: Deedaar e Ilaahi) Is Hadees k baarey main Imam Jalaal ud Deen Sayooti (Aleh Rehmah) Khasais ul Kubra aur Allama Abdur Raouf Sharah Jamey Sageer main farmaatey hain k yeh Hadees SAHIH hai.. Al Hadees: Tarjuma: Hazrat Jaabir se Riwaayat hai k Sarkar e Aazam (Sallalaho Alehe Wassallam) farmaatey hain k Be shak ALLAH TA ALA ne Hazrat Moosa (Aleh Salaam) ko dolat e Kalaam bakhshi aur mujhey apna Deedaar ata farmaaya, Mujh ko Shifa at e Kubra o Hoz e kosar se fazeelat bakhshi..(ba hawala: Ibn e Asakar Az Kitaab: Deedaar e Ilaahi) Al Hadees:Tarjuma: Tibrani Mojam ul Auwsat main hai k Hazrat Ibn e Abbas (Razi ALLAH Anhu) ne farmaaya, Huzoor (Sallalaho Alehe Wassallam) ne apney RAB Azzawajal ko dekha, Akrama (Razi ALLAH Anhu) لاتدرکہ" farmaatey hain k menay kaha kiya ALLAH TA ALA ne nahin farmaya Hazrat Ibn e Abbas (Razi ALLAH Anhu) ne "الابصار وهو يدرک الابصار faramaya, Tum per Afsos hai k yeh to us waqt hai jab woh Apney Zaati Noor se jalwa gar ho, Huzoor (Sallalaho Alehe Wassallam) ne apney RAB ko Do (2) Martabah dekha..(ba hawala:tirmizi Shareef, Jild#2, Abwaab Tafseer ul Quran, Raqam ul Hadees#1205, Page#518, Matboo a Fareed Book Lahore) Al Hadees:Tarjuma: Hazrat Akramah se Riwaayat hai Aayat e Kareemah k baarey main Hazrat e Ibn e Abbas (Razi ALLAH "ماکزب الفوادمارای " Anhu) ne farmaaya, Huzoor (SallalahoAleheWassallam) ne ALLAH TA ALA ko Dil (ki aankhon) se dekha.. (Ba hawala: Tirmizi Shareef, Jild#2, Abwaab Tafseer ul Quran, Raqam ul Hadees#1207,Page#519, Matboo a Fareed Book Lahore) Aqeedah: Huzoor (Sallalaho Alehe Wassallam) k Khasais se Meraj hai k Masjid e Haraam se Masjid e Aqsa tak aur wahaan se Saaton Aasmaan aur Qursi o Arsh tak balkey balaey Arsh raat k ek Khufif Hissa main Ma jisam Shareef Tashreefle gaey aur woh Qurb e Khaas haasil huwa k kisi Bashar o Mulk ko kabhi haasil huwa na hoga, aur jamal e Ilaahi apney Sir ki aankhon se dekha, aur Kalaam e Ilaahi, Bil wasta Suna aur Tamaam Malakut us Samaawat Wal Ard ko BilTafseel Zarrah Zarrah Mulaahizah farmaaya..(bahare Shari at#1) 8/8

Slide 1

Slide 1 March 2015 एक स द श स प दक क ओर स Editor s message ह न द सम ज क प र य सदस य, ल म, 15 फ रवर क म र ख ल हदवस क द र न आप स एक ब र फ र स ममलन क स भ ग य प र प त य This provided an opportunity for all present

अधिक जानकारी

हो गई है पीर पर्वत-सी पिघलनी चाहिए – – दुष्यन्त कुमार,आओ! मगर ठहरो / निधि सक्सेना,कोशिश कर, हल निकलेगा (Anonymous),समर शेष है – रामध

हो गई है पीर पर्वत-सी पिघलनी चाहिए – – दुष्यन्त कुमार,आओ! मगर ठहरो / निधि सक्सेना,कोशिश कर, हल निकलेगा (Anonymous),समर शेष है – रामध ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए द ष यन त क म र ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए, इस हम लय स क ई ग ग नकलन च हए आज यह द व र, परद क तरह हलन लग, शर त ल कन थ क य ब नय द हलन च हए हर सड़क

अधिक जानकारी

वह एक नव मुस्लिम है और अपने पास कुत्ता रखना चाहती है

वह एक नव मुस्लिम है और अपने पास कुत्ता रखना चाहती है वह एक नव म स ल ह और अपन प स क त त रखन च हत ह حديثا وتر د إبقاء للكب عندها مت أسل ] هندي - Hindi [ fgunh - अन व द : स इट इस ल म प रश न और सम य जन : स इट इस ल ह उस رمجة: موقع الا سلام سو ال وجواب تنسيق:

अधिक जानकारी

ISSN: स ह य स हत Available at Volume 01 Issue 0 May 2015 ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर (

ISSN: स ह य स हत Available at   Volume 01 Issue 0 May 2015 ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर ( ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर (http://www.hindikunj.com/2014/12/the-spelling-of-hindi.html) आज क ह द वणर म ल न न न स र ह. चत र -1 इन वणर म ल ओ म अ,आ,ओ,औ,अ,अ,ख,छ,ण,ध,भ अक षर पर ग र क जए, आज इ ह उस

अधिक जानकारी

इस्लाम की सहिष्णुता

इस्लाम की सहिष्णुता इस ल क स हष ण त سماحة الا سلام ] هندي - Hindi [ fgunh - म हम म बन इब र ह अत-त व जर مد بن إبراهيم تلو ري अन व द : स इट इस ल म प रर और सम य जन : स इट इस ल ह उस رمجة: موقع الا سلام سو ال وجواب تنسيق: موقع

अधिक जानकारी

अल्लाह तआला हमारी दुआओं को क्यों नहीं स्वीकार करता ॽ

अल्लाह तआला हमारी दुआओं को क्यों नहीं स्वीकार करता ॽ अल ल ह तआल हम र द आओ क क य नह स व क र करत ॽ ملاذا ال يستجيب اهلل دلاعئنا [ هندي & Hindi ] fgunh & और अल ल ह तआल ह सववश र ष ठ ज ञ न रखत ह حممد صالح املنجد अन व द : स इट इस ल म प रश न और उत तर सम य जन :

अधिक जानकारी

Jama'at Ahmadiyya Ke Aqaed - Hindi

Jama'at Ahmadiyya Ke Aqaed - Hindi (आस ए ) द र सयय न हज़रत म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल फ़त ल मस ह स न रज़ न म प स तक : जम अ त अहमद य क अक़ द (आस ए ) Name of Book : Jamaat Ahmadiyya Ke Aqeede ल खक Writer : हज़र त म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल

अधिक जानकारी

Zikr-e-ilahi (Hindi)

Zikr-e-ilahi (Hindi) ज क र इल ह भ षण हज रत म र ज बश र द न महम द अहमद ख ल फत ल मस ह स न रज अल ह अन ह न म प स तक : ज क र इल ह Name of book : Zikr-e-ilahi भ षण : ह र त जम बश र द न महम द अहमद ख ल फ त ल मस ह स न रज अल ह अन ह Lecture

अधिक जानकारी