Ghair Muqallid Bhaion Se Ek Guzarish

आकार: px
पृष्ठ पर प्रदर्शन शुरू करें:

Download "Ghair Muqallid Bhaion Se Ek Guzarish"

प्रतिलिपि

1 Ghair Muqallid Bhaion Se Ek Guzarish

2 بسم االله الرحمن الرحيم ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU, Yeh ek Haqeeqat hai ki Dawat o Tabligh ki Azeem Mehnat Jise Allah apne Fazl se pure Duniya mein Chala Raha Hai, Isske Zariye se log Allah ke Hukm aur huzur sallallahu Alaihi wasallam ke Tareeqe wali zindagi se Judte Hain. Allah sab ko Qabool Kare. Aisa Dekha Gaya hai ki Kuch Nadan Musalmanon ke group Tablighi Jamaat ke kaam ko na samajhne ki wajah se isske Khilaf ho jate hain. Iski Asal Wajah kuch aur hoti hai. Lekin who us wajah ko chipa lete hain. Aur agar who Asal wajah ke sath sahih Jagah par Jaenge to unko apne Ashkalat ka Jawab Milega.Matlab yeh hai Ulma e Kram ki Ilmi Baat cheet hogi aur Apas mein Dalil diye Jaenge. Misal ke Taur par Hamare Ghair Muqallid Bhai Fazail e Amaal ko Nishana banate hain Fazail e Amaal Ahle Sunnat wal Jamaat ke usoolon par likhi gayi Hai Lekin Ghair Muqallid Bhaion ko Ahle Sunnat Wal jamaat se kuch Maslon mein Ikhtalaf Hai. Jaise ke 1. Char Imam mein se kisi ki Tahqeeq par bharosa kiya jae ya nahih. 2. Targheeb o Fazail mein Zaeef Hadith use Hogi ya Nahin. 3. Aulia Ke Karamat ki Hasiat Islami Nuqte Nazar se Kiya Hai.

3 4. Huzur pak Sallallahu Alaihi Wasallam ke Qabr ki zindagi kis tarah ki Hai, Kiya Aam Musalmanon ki Tarah ahi Ya Khas Hai..Wagairah Wagairah Usool ki baat yeh hai ki Ghair Muqallid Bhaion ko Ahle sunnat Wal Jamaat ke Ulma se Raabta Karna Chahiye aur apni baat aur dalil pesh karna chahiye.aur quran hadith ki roshni mein batoon ko samajhna chahiye. Unki Asaanee ke liye Chand Ulmae Karam ke Naam likha jar aha hai jinse who rabta kar sakte hain. (Iske Alawa who aur madarson mein bhi rabta kar sakte hain) In India who yaha rabta kar sakte hain 1. Maulana Rabey Hasni Nadwi Darul Uloom Nadwatul Ulema Lucknow, 2. Maulana Saeed sb Deoband, 3. Maulana khalid saifullah Rahmani Sb Hyderabad In pakistan 1. Maulana Taqi Usmani,karachi, 2. Maulana Rafi Usmani Sb Karachi In Arab World. 1. Maulana Muhammad Makki who daily give dars in Masjid e Haram (Kaba) after Magrib and after Isha near Bab e Fahad.

4 Woh inke alwa Darul uloom deoband /Nadwatul ulma/darul uloom Karachi waghairah ahle sunnat madaris se direct rabta karein Lekin Aisa Woh Nahin Kar rahe hain Balki yeh Aam Aadmi jo namaz roza karne wala hota hai uske paas pahunchte hain aur unke dil mein shak aur waswasa daalte hain ki Tumahari to namaz hi nahin hui, Aulia Allah ke waqea mein jhoot wagairah ka ilzam lagate hai,.aur usko intashar mein daalne ki koshish karte hain Halanki agar aap nazdeek se dekhein to who is tarah se 1% Musalmanon ko bhi Apne group mein nahih kar paye hain..hazaron mein koi ek unke shak mein mubtala hota hai. Woh internet /face book, you tube ya phir center aur library waghairah banakar apni taqat dikhane ki koshish karte hain lekin unki zameeni tadad na ke barabar hai Is lihaz se Ahle sunnat ya Tablighi Jamaat ka koi nuqsan nahin hai Lekin ek bahut bada nuqsan Musalman Ummat Jismein Hanafi SHafaee Ahle Hadith Salafi aur Ghair Muqallid sab shamil hain.sabhi KA NUQSAN HO RAHA HAI WOH kiya hai. 1. Mausalmanon ka waqt o salahiat aapas ke ikhtalaf mein barbad ho raha hai 2. Musalman Bajae deen ki buniad par aane ke Tawheed Risalat aur akhrat ke bajae chote chote masail mein ulajh rahe hain 3. Musalmanon mein Apas mein boghz Enaad aur kabhi Kabhi Gali Galauj tak ki naubat A Rahi Hai

5 4. Aam Musalman Pareshan Hai, Baaz log pure deen ko Masle ki wajah batakar apna alag thalag ho rahe hain. 5. Jab kuch Ghair Muqallid Jaise Meraj Rabbani sb aur unke jaise log Face book waghairah par Gali Galauj aur ghatia bazari zaban istemal karte hain. Baaz kahte hain ki Imam Abu Haneefah ko sirf 3 ya 17 hadith Aati thi,..iski wajah se Ahle Sunnat ke log bhi Jawab dete hain Aur baaz log jaise ko taisa ke usool par jawab mein waisi hi zaban istemal karte hain. 6. Is Tarah Sare musalman Is fitnah mein pad jate hain aur bahut sa gunah ho jata hai Allah Maaf kare aur Amal ki taufeeq de. In sab halat ke pesh nazar yeh Mazmoon yahan Naqal kiya jar aha Hai. Yeh ek Mukalma aur Bahas hai jo ek Aise Hanafi Musalamn Bhai se ho rahi hai Jo pahle deen se door tha Phir who jamaat mein Gaye aur apni zindagi Allah se Jodi Phir Ghair Muqallid Bhaion ne use Fazail e Amaal /tablighi jamaat ke khilaf bahkaya Jisse who mutassir hue aur ghair muqallid ban gaye Phir unhone dusron ko bahkana shuru kiya 2 saal mein who sirf 2 bacchon ko Hanafi fiqh aur Dawat ke kaam ke khilaf bahka sake. Phir unki mulaqat ek Aalim se Hoti hai Jahan who apne sare point jo Fazail e Amaal ke khilaf unke zehan mein dala gaya tha Who rakhte hain. Phir ek lambi guphtagu ke baad who Mutmaeen hokar phir se Hanafi Ban jate hain Islie Hamri Ghair Muqallid Bhaion se Darkhast hai ki. 1. Yeh Pur Makalma Padhein aur samjhein.

6 2. Agar iske baad bhi koi aur sawal ho to Ahle Sunnat Ulema se Ruju Karein Nadwatul ulema, Darululoom deoband, Karachi,Saharanpur waghairah se Rabta karein Unke samne apni baat rakhein. 3. Apni Pashemani aur group waghairah na sochein Balki jo Haq baat ho use Qabool kar lein Ismein har jeet ki koi baat nahin hai. Allah amaal ki taufeeq de. 4. Awam ko bahkane aur warghalane se koi Phaeda nahi Tabligh ka kaam Tablighi jamaat ka kaam nahin allah ka kaam hai. Aur Allah ke kaam ko rokna kisi ke bas ki baat nahin hai. 5. Aap ek do loig to hataenge aur Hazaron log sath Aa jaenge. Hamare ek engineer dost hai Woh kai saal jamaat ka kaam karte rahe rahe Phir Ghair Muqallid ho kar jamaat ke sakht khilaf ho gaye. 5-6 Saal baad kisi Aalim se,mile unhone Haqeeqat batayee. Phir Alhamdulillah ab normal ho gaye Dawat ke kaam se Muhabbat karne Lage aura b Alhamdulillah Positive Kaam kar Rhae hain. 6. Tabligh ke kaam ko agar Maulana Saad sb (nizamuddin) aur Abdul wahab sb (Raiwind) bhi chhahein to nahi rok sakte. Yeh sirf Allah ke control mein hai. Isliye Tabligh ki Mukhalfat mein apna aur Tamam Musalmanon ka Waqt zae na Karein. Yeh Chand Guzarshat thi Allah Amal ki taufeeq Naseeb Farmae.(Ameen). App koi nek Mashwara ya koi baat is mail ID par kar sakte hain islamicresearchcenter1@gmail.com JAZAKALLAH O KHAIR

7 Note : Aham Wazahat 1. Kai Jaghon par yeh Ghair Muqallid Bhai apne ko Ahle Hadith ya phir Salafi batakar awam ke samne pesh karte hain. Jisse Awam sahi Salfi/ sahi Ahle Hadith ke bare mein bhi Badguman ho jati hai. Lihaza yeh baat zehan nashin kar lein ki yahan jo baat hai who ghair muqallid group ke liye hai. True Ahle Hadith aur true salafi se koi Maslala nahin hai who ahle sunnat wal jamaat ki hissa hain. 2. Ghair Muqallid Bhai apni nadani /kam ilmi ki wajah se gumrah kar diye gaye hain lekin who Musalam hain aur who hamare bhai hain Isliye hamein unko narmi ke saath samjha kar sahih tareeqe par lana hai.

8 بسم االله الرحمن الرحيم الحمد الله رب العالمين,والعاقبة للمتقين,ولا عدوان ا لا على الظالمين,والصلاة والسلام على خاتم الا نبياء والمرسلين محمد سيد بني ا دم ا جمعين.وا له الطاهرين,وصحابته,ومن تبعهم با حسان ا لى يوم الدين. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful All praises to Allah the Sustainer of the worlds, and grace, honour and salutations on the Chief of Apostles and Seal of Prophets, Our beloved Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam, his family, companions and those who followed him in an excellent fashion and invited mankind towards Allah, till the Day of Resurrection.

9 Niche Ka Mazmoon Ek kitab ka hissa bhi hai jo is link par download kar sakte hain Yeh Is Link Par Bhi Maujood Hai Pure Masle ki Mazeed Wazahat ke liye ek Aham kitab hai Tableeghi Jamaat Aur Kutub e Fazail Haqaiq, Ghalat Fehmiyan By Shaykh Mufti Abubakr Jabir Qasmi hi-jamaat-aur-kutub-e-fazail-haqaiq-ghalat-fehmiyan-byshaykh-mufti-abubakr-jabir-qasmi/

10

11

12

13

14

15

16

17

18

19

Slide 1

Slide 1 March 2015 एक स द श स प दक क ओर स Editor s message ह न द सम ज क प र य सदस य, ल म, 15 फ रवर क म र ख ल हदवस क द र न आप स एक ब र फ र स ममलन क स भ ग य प र प त य This provided an opportunity for all present

अधिक जानकारी

हो गई है पीर पर्वत-सी पिघलनी चाहिए – – दुष्यन्त कुमार,आओ! मगर ठहरो / निधि सक्सेना,कोशिश कर, हल निकलेगा (Anonymous),समर शेष है – रामध

हो गई है पीर पर्वत-सी पिघलनी चाहिए – – दुष्यन्त कुमार,आओ! मगर ठहरो / निधि सक्सेना,कोशिश कर, हल निकलेगा (Anonymous),समर शेष है – रामध ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए द ष यन त क म र ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए ह गई ह प र पर वत-स पघलन च हए, इस हम लय स क ई ग ग नकलन च हए आज यह द व र, परद क तरह हलन लग, शर त ल कन थ क य ब नय द हलन च हए हर सड़क

अधिक जानकारी

Afzal Husain Tally ERP 9 Complete Course TALLY ERP 9 COURSE क हम श र आत कर च क ह और य पहल PART ह ज स स RELATED NOTES म आपक PDF म द रह ह NOTES म द गई ह

Afzal Husain Tally ERP 9 Complete Course TALLY ERP 9 COURSE क हम श र आत कर च क ह और य पहल PART ह ज स स RELATED NOTES म आपक PDF म द रह ह NOTES म द गई ह TALLY ERP 9 COURSE क हम श र आत कर च क ह और य पहल PART ह ज स स RELATED NOTES म आपक PDF म द रह ह NOTES म द गई हर INFORMATION क आपक ध य न स पढन ह य NOTES आपक BASIC COURSE क समझन क जलए और HELP कर ग त श र करत

अधिक जानकारी

दिन और रात की हज़ार सुन्नतें

दिन और रात की हज़ार सुन्नतें www.rasoulallah.net व षय स च आप यह दर ज क स प प त कर सकत ह क परम श वर सर वशवत म न ख द आप स पय र करन लग? न द स ज गन क स न नत ब थर म म प श करन और ब हर न कलन व ज़ क स न नत म स क ज त -चपपल पहनन क स न नत प

अधिक जानकारी

ISSN: स ह य स हत Available at Volume 01 Issue 0 May 2015 ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर (

ISSN: स ह य स हत Available at   Volume 01 Issue 0 May 2015 ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर ( ह द क वतर न क प रवतर न एम.आर.अय गर (http://www.hindikunj.com/2014/12/the-spelling-of-hindi.html) आज क ह द वणर म ल न न न स र ह. चत र -1 इन वणर म ल ओ म अ,आ,ओ,औ,अ,अ,ख,छ,ण,ध,भ अक षर पर ग र क जए, आज इ ह उस

अधिक जानकारी

MergedFile

MergedFile A GOVERNMENT RECOGNISED MINORITY INSTITUTION Dated: 19-07-2019 ADMISSION NOTICE The selected candidates of U.G. Part I (B.A. I, B.Sc. (Bio.) I, B.Sc. (Maths) I & B.Com. I) in First list are informed that

अधिक जानकारी

Jama'at Ahmadiyya Ke Aqaed - Hindi

Jama'at Ahmadiyya Ke Aqaed - Hindi (आस ए ) द र सयय न हज़रत म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल फ़त ल मस ह स न रज़ न म प स तक : जम अ त अहमद य क अक़ द (आस ए ) Name of Book : Jamaat Ahmadiyya Ke Aqeede ल खक Writer : हज़र त म र ज़ बश र द न महम द अहमद ख़ल

अधिक जानकारी

Microsoft Word - Recruitment

Microsoft Word - Recruitment Bihar School Examination Board बह र व लय पर स म त User Manual For Recruitment (Contract Basis) मह वप ण त थय म स य ववरण त थ 1 ऑनल इन आव दन और श क जम करन क त थ 03.01.2017 12.01.2017 Email ID: recruitment.bseb@gmail.com

अधिक जानकारी

इस्लाम की सहिष्णुता

इस्लाम की सहिष्णुता इस ल क स हष ण त سماحة الا سلام ] هندي - Hindi [ fgunh - म हम म बन इब र ह अत-त व जर مد بن إبراهيم تلو ري अन व द : स इट इस ल म प रर और सम य जन : स इट इस ल ह उस رمجة: موقع الا سلام سو ال وجواب تنسيق: موقع

अधिक जानकारी

Zakelijke correspondentie Bestelling Bestelling - Bestelling plaatsen Arabisch Formeel, voorzichtig ا ننا بصدد التفكير في اشتراء... Hindi हम आपस... खर

Zakelijke correspondentie Bestelling Bestelling - Bestelling plaatsen Arabisch Formeel, voorzichtig ا ننا بصدد التفكير في اشتراء... Hindi हम आपस... खर - plaatsen Formeel, voorzichtig ا ننا بصدد التفكير في اشتراء... हम आपस... खर दन च हत ह. يس ر نا ا ن نضع طلبي ة مع شركتك... हम आपक कम पन स... म गव न म द लचस प रखत ह. نود ا ن نضع طلبي ة. हम आप स क छ व य

अधिक जानकारी

PowerPoint Presentation

PowerPoint Presentation Mughal Empire- Babur and Humayun Mughal Babur was the founder of Mughal Empire. He was related to Timur from his father s side and Chengiz Khan to his mother s side. His original name was Zahiruddin Muhammad.

अधिक जानकारी